JUNGAL MUSHAIRA

(hukhan, karachi)

JABH Say Hum Nay Jungal Book Movie Dekhee Humein Yaqeen Hu Chala Tha Kay Janwar English Bol Saktay Hein Or Agar Movie Dubh Kar Dee Jaye Tu Tu Janwar Duniya Ki Har Zubaan Bol Saktay Hein Abhee Hum Inhee Khiyalon Mein Gum Apni Cycle Ko 12km Par Hour Kay Hisabh Se Drive Kar Rahay Thay Kay Ek Bandar Humaree Cycle Kay Nechay Atay Atay Bacha Hum Nay Break Kay Bajaye Exclellator Daba Diya Barhaal Bandar Apni Dumm Samaiet Bhut Mushkil Se Bacha Hum Zara Sa Agay Gein Hun Gay Kay Humein ,,Jahil Kahien Ka ....Ki Awaaz Ayee Hum Nay Cycle Roki Pechay Dekha Tu Bandar Qamar Par Hath Rakahy Humein Ghusay Sey Ghoor Raha Tha Hum Nay Asmaan Se Lay Kar Darakhton Tak Ko Apni Ankhon Se Chahaan Mara Magar Majaal Kay Uss Bandar Kay Sewa Kuch Nazar Aya Hu,,,,,,,Bandar Nay Apnay Sun Glasess Utaray Or Ek Hath Lahara Kay Bola Oh Insaan Kay Bachay Kia Mein Nazar Nahi Aa Raha ,,,Thoree Deir Kay Baad Bandar Humaray Sar Se Lies Dhund Dhund Kar Halaak Kara Raha Tha Thoree Deir Baad Hum Jungal Mein Hunay Walay Aalmi Musharay Mein Thay Duniya Jaha Say Azeem Adbi Qisam Kay Tra Tra Kay Janwar Moujudh Thay,,,,Lomree Sadr E Mushaira Thein Har Janwar Uss Ko Bhut Izat De Rahat Tha Hum Bee Ek Konay Mein Baith Gaye ...Meri Awaaz Mein Ek Jadu Hay,,Mera Dil Bhut Be Qabu Hay,,,,Soch Raha Hun Ajh Kalaabaazi Maar Kay Uss Ka Hu Jaon Jis Par Laghee Humaree Jaan Ki Baazi Hay,,,,,Sheir Kay Iss Mesron Nay Tu Musharay Mein Agh See Laga Dee,,,Lomree Sharma Sharma Kay Halkaan Huay Jaa Rahee Thee,,,,,,,Sherni Nay Sheir Ko Asay Ghoora Kay Shier....Ki Shaaeri No Du Gayaraa Hu Gai,,,,,,,,,,Foran Kaha,,, Haye Kasay Kahun Jis Par Dil Aya Wo Tu Poray Jugal Ki Bahbhi Hay,,,,Sherni Nay Relaxe Hu Kar Seat Sey Qamar Tek Di,,,,Har Sitam Ubh Us Ka Gawara Hay Jis Nay Humein Dil Mein Utara Hay,,,,Har Saans Ubh Uss Ki Amanat Hay,,,,Ju Humein Dil Say Jaanat Hay,,Har Roz Wo Line Dety Hay,,,,Har Line Mein Ek Adaa Hay,,,Ada Bee Asee Ju Sab Se Judda Hay,,Ubh Tu Ye Dil Ki Sada Hay,,,,,Mera Yaar Sab Se Vakhraa Hay,,,Mushaera Abhee Jaree Hay.

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1253783 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.