Hockey Nama

(hukhan, karachi)

Pakistan Hockey Team Azlaan Shah Hockey Tournment Mein Nakaami Ka Medal Seenay Par Sajaye Ghar Lot Ayi Ek Waqt Tha Kay Pakistan Ki Team Kay Ground Mein Green Shirt Pehnay Utarty Thee Tuu Bari Bari Mukhalif Teamon Kay Paseenay Choth Jatay Thay Fer Nara Allah U Akbar Kay Baad Tu Pora Stadium Yun Chup Saadh Lata Tha Jasay Pakistan Team Mein Koi Bijli Ya Agh Hay Ju Kay Mukhalif Ko Jala Kay Bhasam Kr De Ghi,,,Sami Ullah,,Manzoor Junior ,Islahuddin,,Hanif Khan ,Hasan Sardaar Saleem Sherwani Manzoor Ul Hasan Manwar Uz Zaman Mukhalif Teamon Ko Match Shuro Hunay Sey Pehlay Hee Un Par Nafsiyaty Bartaree Lay Latay Thay,,,,Ek Dhaal Ban Kay Dewaar See Ban Jatay Thay,,,Dushman Ko Hum Asay Hee Rondh Jatay Thay.Hockey Humara National Game Hay Hum Nay Merit Ko Nazar Andaaz Kar Kay Iss Khel Jis Mein Pakistan Ka Touty Bolta Tha Ubh Hum Last Positions Mein Atay Hein Iss Baar Bee Team Mein Stemna Naam Ko Na Nazar Aya 15 Minute Kay Baad Humaree Team Ki Saans Phoolnay Laghty Thee Stick Work Bee Deeghar Teamon Kay Muqablay Mein Na Hunay Kay Barbar Nazar Aya Team Ki Defence Or Forward Line Asee Khel Rahee Thee Jasay Ek Noon League Hu Or Dosree Pti Hu.Players Asay Hu Jatay Thay 15 Minute Kay Khel Kay Baad Jasay Anp Kay Minister Kay Zer E Asar Pakistan Railway Hua Karty Thee Hydeabad Sey Agay Nikaltay Hee Train Ki Saans Phool Jaty Thee.Coach Baher Asay Baithay Huay Nazar Aa Rahay Thay Jasay Punjab Police Kay Officer Apnay Jawano Ko Choto Gangh Kay Agay Daal Kay Tamasha Dekh Rhay Hun.Pakistani Team Men To Men Marking Kay Bjaye Asee Behave Kar Rahee Thee Jasay Karachi Police Stations Sey Nikalnay Kay Baad Mobile Kay Sephaiee Alo Gosht Jama Kartay Rehtay Hein .Ek Goal Par Janay Kay Baad Players Ki Body Language Asee Hu Jaty Thee Jasay Hakoomaty Wazra Ki Panama Leakes Anay Kay Baad Nazar Aa Rahee Thee Wo Tu Bhula Hu Puranay Aarza Dil Ka Kay Pm Sahib London Gaye Blood Pressure Check Karwa Kay A Gaye Qun Kay Pakistani Awaam Ka Gham Unhein Kahye Jaa Raha Tha Wesay Bee Pakistani Doctors Becharon Ko Bp Check Karna Kaha Ata Hay,,,,,Koi Tu Aye Qomi Khel Ko Bachaye

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1253779 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.