(Roshani, Uae)
Ajj Main App Ko Meri Hadood Main Aik Larky Ki Kahani Sounati Hon Such Main Kisi Ne Aaisa Kiya Aik Suchi Kahani Mubhat Karna Hum Insano Ki Fitrat Phir Tot Kar Bikhar Jana Mamol Ki Bat Hai Jahan Muhbat Insaan Banati Hai Wahan Anokhi Muhbat Mahboob K Baighr Jeenay Ka Taswar B Cheen Leti Hai Muhbat Insaan Ki Fitrat Ka Aik Aham Juz Hai Insaan Khuda Ki Paida Karda Makhlook Hai Jab Woh Khud Payar Karta Hai To Us K Paida Kiya Gaya Insaan Kaisay Payar Na Kary Main Ajj App Ko Aik Larkay Ki Kahani Sounati Hon Jo Kisi Larki Ko Bouhat Payar Karta Tha Wo Us Ki Hamsai Thi Har Rooz Jab Wo Gali Se Guzarati To Wo Us Ko Kehta Ayah Naqab Wali Apna Naqab To Hata Mujay Chand Dekhna Hai Wo Larki Samjti Sahaid Yeh Jhoot Bolta Hai Awara Larka Hai Dono Apnai Jwanai K Joban Par Thy Muhbat Dono K Khoon Main Karwatayin Badal Rahi The Wo Larka Tswar Main He Us K Khiyal Bonta Rahata Kabi Us K Liay Phool Dhondta Kabi Us Ki Rah Main Pary Kanty Chonta Kabi Us K Dedar Ki Dua Mangta Kabi Us Ki Khushi K Liay Khud Ko Nechwar Karny Ko Tayar Hota Us Ne Us Ko Kabi Dakha Nahi Tha Phir B Us K Ishaq Main Pagal Tha Larki K Dil Par Kabi Us K Payar Ka Asar Nahi Howah Naa Jany Kyun Time Guzrata Raha Aur Wo Us K Payar Main Aur B Madhoosh Rahny Laga Zindagi Main Us Ko Kia Karna Hai Is Bat Ki Koi Kahbar Nahi Thi Us Ko Kuch Jany Baighar Woh Us Par Apni Sari Muhbaty Nechwar Karta Raha Zindagi B Ajeeb Hai Jis Se Muhbat Karo Us Se He Alag Kar Deti Hai Woh Is Liay Us Khuda Ko Kahan Manzoor Hai K Insaan K Pory Jism Main Aik Hi Cheez Us Na Apny Liay Banai Hai Agar Insaan Us Main B Kisi Aur Ko Jahga Day Day To Kahan Us Khuda Ko Manzoor Hai Wo Us Se Najaan Apni He Duniya Main Rahti Thi Mujay Samj Nahi Ati K Kyun Us Par Us K Payar Ka Koi Asar Nahi Howah Kia Koi Kami Thi Us Ne Aik Din Us Ko Kaha Agar Tum Ne Apna Naqab Nahi Hatya To Woh Khud Ko Khatam Kar Day Ga Woh Samji Har Rooz Ki Tharha Ajj B Asy He Laga Hai Par Woh Kia Janti Thi K Woh Such Main Aisa Karay Ga Jab Aglay Din Woh Us Rasty Se Guzari To Jab Us Ko Woh Wahan Nahi Mila To Pouchny Par Pata Chala Us Ne Khud Ko Khtam Kar Diya Hai Khud Ka Katal Kar Diya Hai Tab Us Ko Ahsaas Howah To Woh Us Se Kabi Jhoot Nahi Bolta Tha Wo Us Se Payar Karta Tha Wo Us Ki Qubar Par Gai Aur Apna Naqab Hata Kar Kaha Lo Kar Lo Mara Dedar Wo Us Ki Qubar Par Beth Kar Bouhat Rowi Tab Koi Apni Qubar Main Bara Bachain Aik Pal Ki Zindagi Manga Raha Tha Par Hukmy Khuda Hai Jo Mar Giya Us Ko Zindagi Kahan Phir Se Milti Hai Woh Apny Khuda Sa Keh Raha Tha Ajj Aik Pal Ki Zindagi Do Koi Meri Qubar Par Roo Raha Hai Ajj Kisi Ne Apna Naqab Utara Hai Ajj Ko Mujay Pana Dedar Karwana Chahta Hai Us Ne Kaha Ayh Naqab Walay Ajj Naqab Utara Jab Main Meri Qubar Main Hon Na Main Uath Sakta Hon Na Main Tum Ko Ronay Se Rook Sakta Hon Na Tum Mujay Ajj Soun Sakti Ho Na Main Tum Ko Ajj Kamosh Karwah Sakta Hon Ajj Main Jeet Kar B Haar Giya Yeh Kaisa Insaaf Hai Ajj Jab Woh Meri Qubar Par Roo Rahi Hai Main Lachar Kahara Hon Woh Roo Roo Kar Wapsi Chali Gai Youn Khtam Howah Aik Afsana_A_Muhbat Par Is Ko Lafani Muqam Kyun Hasil Nahi Howah Shayad Is Liay K Us Larky Ne Khud Ko Khtam Kar Diya Tha Apni Jan Li The Us Ne Islaam Main Is Bat Ki Ijazat Nahi Kaisi Uar Muzbah Main B Agar Woh Aisa Nahi Karta To Shaid Us Ki Kahani B Ajj Laila Majnoo Heer Ranjha Aur In Jasy Ashqoon Ki Traha Har Kasi Ki Zuban Par Hoti Hai Dua Hai K Khuda Raby Kareem Us Ki Is Ghalti Ko Maaf Kare Aur Us Ko Apni Banayi Howi Janat Main Khass Muqam Day Ameen,