Ek Dukh Aur Sahi

(HuKhan, Karachi)

Zindeghi Ko Agar Kaiee Eqsaam Mein Taqseem Kar Diya Jaye Ya Pher Uss Kay Hisay Kar Diye Jaein Tu Iss Mein Koi Shaq Nahi Dukhun Ka Hissa Bahut Zayda Hu Ga Isi Tra Gunahun Ki Potli Bee Zayda Hun Gee,,Zamana Ya Wo Waqt Ju Hum Iss Duniya Mein Guzartay Hein Wo Asa Safar Huta Hay Jasay Koi Train Ya Musafir Guzarta Hay Hum Ahista Ahista Apnay Ekhtetaam Ya End Ki Janib Bartay Hein Ye Ekhtetaam Umeedun Ka .Husloun Ka,Khushion Ka,,Sehat Ka,,,Muskarhat Ka ,,,,,,,Aur Humaray Fani Jisam Ka Huta Hay ,,,,De Du Jitnay Bee Gham Denay Hein,,Dard Bee Barta Hay Dukh Bee Barta Hay Ap Akalay Bee Hutay Aur Tanhaiee Mein Bee Chalay Jatay Hein ,,,,,,,Ubh Tanhaiee Ko Sathee Bana Lia Hay.... Ye Lahad Tak Sath Nibhaye Gee,,,Dekh Laina Ek Din Iss Jasd E Khaki Ko Miti Hee Chuphaye Gee.........Har Dard Ko Anay Dena Hee Seh Laina Hee Dard Ki Shaan Barhata Hay Dard Ko Drad Ki Tra Mehsoos Kerna Uss Ko Apnay Andar Panah Dena Hee Insaan Ki Roohani Ankh Ko Baidaar Karta Hay,,,,Apnay Har Dard Se Piaar Karta Hu Mein,,,Kia Kijiye Hazoor,,,,,,, Insaan Hun Insaan Se Piaar Karta Hun Mein,,,,,,,,,,.Ek Tasveer Dekhi Jis Mein Ek Masoom Sa Bacha Apna Kachray Ka Thailaa Uthaye Nai Pukhta Sarak Kay Kinaray Usi Sarak Ki Tameer Say Bach Janay Walay Pathar Par Sar Rakh Kay So Raha Hay.,,Thelaa Sath Hee Para Hay,,,,,,,Meree Masoom Tanghun Mein Bhut Dard Huta Hay,,,Is Dar Se Kay Kon Chup Karwaye Ga,,,,,,Ubh Dil Kaha Rotaa Hay,,,,Uss Kay Masoom Say Zehan Mein Ye Baat Janay Hay Ya Nahi Hay Kay Koi Araam Deh Bester Bee Huta Hay Uss Ka Nazuk Sa Chahra Uss Ka Sar Uss Dhool Miti Sey Iss Qadar Ashna Lagh Raha Tha Jasay Kabi Wo Apni Maa Ki Godh Se Huta Hu Ga,,,Aps School Kay Bachun Ko Kon Bhula Sakta Hay ,,,Dushman Nay Peghaam De Diya Kay Tum Itnay Taqseem Buzdil Aur Kamzoor Hu Apnay Bachun Ki Hifazat Bee Nahi Kar Saktay Hum Jabh Chahein Tumhara Kal Tumharee Ankhun Kay Samnay Dafanaa Dein Gay,,,,,,,,,,Apnay Hath Say Apna Kal Dafan Kar Aya,,,,,,Haye Meri Buzdili Ye Mein Kia Kar Aya,,,,,,,.Iss Mein Koi Shaq Ya Yaqeen Ki Kami Nahi Huni Chaiye ,,Kay Humaray Erd Gerd Ju Bee Nainsafi Buraiee Hay Allah Hum Sab Say Uss Ki Pabat Pochay Ga ,Ye Na Samajhiye Serf Hukmaranu Ki Pakar Hu Gee ,,,,,,,,,,,Jabh Agh Jalay Gee Jahanum Ki,,,,Pher Mein Kia Tu Kia ,,,Shamat Hu Gee Sab Ki.Yaad Rakhiye Dukh Bantnay Kay Liye Hutay Hein Buraiee Khatam Karnay Kay Liye,Naiki Phelanay Kay Liye,,,,,,Jaan Apnu Par Lutanay Kay Liye Agar Asa Nahi Hay Tu Tyaar Hu Jao Aur Bachay Qurbaan Karnay Kay Liye.,,,,,Asa Na Hu Kay Ek Din Sarak Kay Kinaray Ap Ka Laal Miti Saa Hu Raha Hu.

HuKhan
About the Author: HuKhan Read More Articles by HuKhan: 1124 Articles with 1255096 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.