Ji,Ji,,,,Ji,,,,,,Bajaa
Farmaya,,,,,,,,,Kamal Kartay Hu App,Wah Wah,,,,,,,Aap Sa Koi Kaha,,,,,,,,,Bas
Janabh Kia Kehnay,,,,,,,,,,,Bas Ji Serf Ap Hee Aap,,,,,,,,Kia Baat
Hay,,,,,,,,,Ye Wo Sab Khubiaan Hein Ju Ek Bakamaal Kisam Kay Darbaari Mein Paee
Jatee Hein .Ya Insanu Ki Wo Kisam Hay Ju Har Society Mein Asay Payee Jatee Hay
Jasay,,,,,,Corruption,,Favourtism ,Reshwat Sifarish Na Ahlee Payee Jatee Hein
Khas Kar Sub Continent Mein Raja Mahraja Mughaloun Nay Ye Beejh Asay Boya Kay
Angreiz Ko Hindutan Say Hath Dhunay Par Gaye Qun Kay Wo Iss Khitay Kay Loghun Ko
Pehchaan Hee Na Sakay Un Kay Har Ghalt Kaamun Par Wah Wah Kay Asay Donghay
Barsaye Kay Goray Ko Hindustan Say Hath Dhunay Par Gaye Jin Ki Saltanat Ka
Sorajh Hee Ghareen Na Huta Tha Ubh Un Kay Chotay Say Mulk Mein Sorajh Khaal Hee
Nazar Ata Hay.Jabh Insaan Ko Tareef Ki Adat Par Jaye Aur Tanqeed Bardasht Na Hu
Tu Un Ka Ye Hee Haal Huta Hay Jasay Ajh Kal Noon League Ka Iss Say Pehlay
Peoples Party Aur Musharif Ki Hakoomatun Ka Hua.Darbaree Tabqa Asa Na Soor Hay
Jis Nay Society Ka Wohi Haal Kar Diya Hay Ju Aslee Soor Ganay Ki Fasal Ka
Kartein Hein,Wesay Iss Mein Kia Shaq Hay Kay Insaan Apni Tareef Sunna Bahut
Pasand Karta Hay Ye Uss Ki Tabiat Mein Shamil Hay Uss Ki Nature Mein Hay Magar
Jabh Faslay Dil Aor Dosroun Ki Ankh Se Kiye Janay Lagain Tu Samajh Lijiye Uss Ka
Zawaal Shuro Hu Chucka,,,,,Demagh Aur Andar Ki Ankh Du Asay Qudratee Tuhfay Hein
Jin Ki Waja Say Insaan Anay Walay Kal Say Bakhabar Reh Skta Hay,,,Agar Insaan
Apni Sahkhsiat Ki Tameer Mein Taleem,Tarbiyat,Mazhabh,,,Rwadari ,,Demagh,,,,Soch
,,Haqiqat Pasandee Say Karay Tu Iss Mein Koi Shaq Nahi Kay Usay Koi Bee
Darbaaree Behkaa Na Sakay Ga ,,,,,,Barwaqt Fasla Karnay Ki Salahiyat Pori Saaf
Niyat Say Koi Bee Kaam Jisay Kay Nateeejhay Ko ALLAH Ki Zaat Par Chore Diya Jaye
Tu Uss Kaam Mein Qul Kamyabhi Zamanat Hutee Hay,,,,,Bas,,,,,Positive Soch Aur
Short Cut Say Doori Kamiyabhee Ki Kunjhee Hay,,,,Your Hard Work Is Key To
Success With True Faith And Believe In ALLAH