Duniya Ki Asaaaishaaat

(Sidra, Karachi)

Hmari Zindagi Duniya Ki Be Panah Aasaaishon Ki Muhtaaj Huchuki Hai Jin K Bina Hmara Guzara Blkul Aesa Lgta Hai Jese Kisi Tapte Sehraaa Ma Bhatkaa Hua Raah Geeer Ho Jo Pani Ki Killat Ma Khud Ko Awaara Panchi Kehlwany Se B Giraiz Naa Kary Blkul Aesi Hi Hmari Zindagi Hai Hmari Laa Mehdood Aasaiyshon K Bina Jin Ko Hm Apna Sb Kch Jaan Kar Ink Husool K Lye Saaara Din Kaaghaz K Chand Tukro Ko Jama Krny K Lye Koshan Rehte Hn Jinhy Hmari Amli Zindagi Ma "Paisa" Kaha Jata Hai Ye Itna Faraibi Hota Hai K Hmein Duniya Ka Har Naa Jayez Kaam Krny Ki Sakht Ata Krdeta Hai Naaa Jany Kesa Sehar Hai Is Ma K Hmare Dilon Ma Maujood Khauf E Khuda Par Taaari Hukar Hmein Zamaana K Tamam Kabeera Or Sagheera Gunnah Krny Ki Ijazat Dedeta Hai Or Hm Is Ko Paany Ki Khatir Chooori Katal Rishwat Jhoot Badkaari Zina Jese Azaaabo Ko Apny Sar Ka Sehraa Bna Kar Maqsad E Hayat Ko Dil Se Nkaal Phenkty Hn Kia Yhi Hai Manzil Hmari Jis Ki Khatir Hm Apni Akhirat Ko Daaaooo Pa Lga Bethty Hain Or Jb Thokar Khaty Hn Tw Is Ehsaas Se Ashna Hujaty Hn K Ek Aesi B Zaat Hai Jo Srf Ataat Ibadat Or Deen Ki Sarfarazi Maangti Jo Allah Ki Paaak Zaat Hai.

Sidra
About the Author: Sidra Read More Articles by Sidra: 2 Articles with 1691 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.