Mobile Ka Ghalat Istimal

(Syed Kifayat Ullah Hashmi, Rawalpindi)

ALLAH Or Us K Rasool S.A.W Ne Kisi B Insaan Ko Takleef Dene Se Mana Farmaya Hai. Aj Har Shaks K Haath Main Mobile Hai Jis Ka Boht Se Log GHalat Istimal Krtay Hain Kisi Ko Tang Krna Ya Bewaqoof Bnana Kaha Ki Insaniat Hai? Kisi Ka Waqt To Zaya Hota Hi Ha Lekn Apna B Hota Hai. Sub Se Bri Baat K ALLAH K Darbaar Main Baazpurs Hogi Har Us Cheez Ki Jo Ap Ne Use Ki Hogi .Ap Ko Har Cheez Ka Hissab Dena Hoga K Fula Cheez Kis Lye Use Ki.Yahi Haal Mobile Ka B Hoga.Koshish Krain K Mobile Ka Use Sahi Kain Or Dusro Ko B Is Bat Ki Talqeen Krain K Kisi Ka Sakoon Barbaad Nahi Krna Chahiye. ALLAH Or Us K Rasool Saw Ko Raazi Krnay Ki Koshish Krain.
 

Syed Kifayat Ullah Hashmi
About the Author: Syed Kifayat Ullah Hashmi Read More Articles by Syed Kifayat Ullah Hashmi: 5 Articles with 20173 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.