Yar mama qadeer k sath to Javed chaudry ny b program kia tha Hamid mir ny konsa koi naya kam kia tha
- By USMAN, Form Faisalabad
- On 25 Apr, 2014
geo ki haqiqat ab sb ko pata chal chuki ha, geo ko ISI k sath kisi tor b compare ni kiya ja sakta , geo na hua toh pakistan ko faraq ni prta lakin ISI na hua to pakistan ko faraq zaror pare ga????
- By ray, Form dfjkdjf
- On 25 Apr, 2014
geo gadaar ni or na hi hamid mir. gadaar tu wo log h jo taliban ko banaty h or un ko apna asset kehty h b sharm log ??????
bahadri dikhani h tu taliban ko khatam kr k dikhao ISI
- By sachi bat, Form lahore
- On 24 Apr, 2014