Bari Ka Intazar Kabi Khushi Me Kabi------------
(NoorulAan Noorani, karachi)
Hota Hai Shabo Roz Tamasha Mary
Agay Ye To App Nay Suna Hoga Humnay B Suna Zara Ghor Kia To Malom Howa Waqt
Appnay Appko Dhorata Zaror Hai Chahy Wo Ek Shaks Ke Zindagi May Ho Ya Dosry K
Honi Ho Kar Rahte Hai Ab App Zara Zindagi Or Mot Ko Dekh Lay Ate Zaror Hai Jati
Zaror Hai Ya To Thi Udase Ke Ek Bat Ab Zara Khushi Ke B Karty Hai To Shanai
Bajnay Lagai Na App K Kan May Humay Pata Tha Appka Dehan Foran Shadi Ke Tarf Jay
Ga Or Q Na Jay Insan Ke Zindagi Ka Eahum Din Jo Thera .Ab Ajj Ager App Ke Dost
Ke Shadi Hai To Kal Wal Appke Hojay Ge Ek Din Ahe Jay Ge Appke Bare Ager App
Chahay To Appnay Ya B Suna Hoga Pala Ke Shadi Hogi Ab Phala Dost Ke To Janab Ek
Din Koi Aker Appko B Khay Ga K Janab Ab Appke Bari Or Ladoo Photy Gay App K Mann
May Khushi Ke Bar K Bad Gum Ke Bari Jab Ek Zamana Guzer Jay Ga App Ke Life Ka To
Ek Waqt Asa B Ayga K App K Kan Jah Khushi Ke Khabry Sunty Thy Shadi K Ab
Pareshan Rahay Gay K Kesi Ke Moth Ke Khaber Na Sun Lay Qk K Phir Ek Din Malikul
Moth Khy Gay Ab Appke Bare .Wo Bare Jin K Any Ka Interzar Tha App Ko Wo Interzar
K Bad Jald Na Any Wali Bari Ajay Ge .To Appnay Amal Asay Karloo Dosto K Bari Koi
B Ho Any Ka Ghum Na Ho Ate Hai To Ajay Dill Se Khao Most Welcome Wsay Appke
Khushi Wali Bare Achuke Hai To Dosry Ke Tarae Karlay Warna Dono Ke Kary To
Bhater Hai Kab Bare Ajay Dono May Se Ek Ke Qk Koi Rule Nahi Hai K Dono Bare Ay
Ghumi Wali Pehlay Aker Apko Her Ghum Khushi Se Azad Kar Sakhte Hai To Sochy Zara
May B Jate Hoo Zara Sochnay.