Aslam Alekum..Zidagi K Bary Mei Bihat Log Janna B Chahty Hain
Or Kuch K Pas To Itna Time B Nahi Ka K Is K Bary A Sochy Bas Peda Hoty Hain Bary
Hoty Hain Or Boory Ho Kar Mar Jaty Hain Kuch Jawani Ma Hi Chaly Jaty Hain...Lekin
Zindagi Ka Bary Ma Is Muashry K Log Bohat Kam Asy Hain Jo Js Sawal Pe Goro Fiker
Karty Hain..Zindagi Ko Samjna Itna Hi Mushkil Ha Jitna Isko Guzarna..Or Har
Insan Apnj Soch K Mutabiq Iska Jawab Daryaft Kr Leta Ha Kisi Ne Kaha Zidagi Aik
Afsana Ha Kisi Ne Kaha Zindagi Aik Safar Hai. Or Dar Haqeeqat Zindati Sabr Ka
Name Bi Haiisko Janny K Liye To Pori Zindagi Hi Sochry Ho To Kam Par Jaey Gi
Kiuy K Jab Se Duniya Wajood Mein Ai Hai Tab Se Aj Taj Bohat Se Anbiya Karam B
Aey Or Bohat Insan B Aey Or Apna Apna Kirdar Ada Kr K Rukhsat Ho Gay Kisi K
Maqasid Pory Huwy Or Koi Dil Ma Hi Khuwahishaat Ko Le Kr Chala Gya Koi Sirf
Duniya K Liye Jee Gya Or Kisi Ne Akharat Ma B Achi Jaga Bna Li Lekin Is Ka Talhq
B Zindagibse Hi Hai Usk Amaal Kya Hain Kesa Taluq Hain Logo Se Kesa Raha Ha In
Tamam Cheezo Se Us Kbrehn Sehn Se B Andaza Lagya Ja Sakta Hai Lekin In Sab K
Liye Zindagi Hona Hi Aik Baat Hai...