Sab Se Pehle To Kya Haal Hai...?Umeed
Karta Hoon Khush O Khuram Hoon Ge...Mai Aj Aik Poet Ki Zindagi Ya Starting Point
Pe Thori Si Baat Karne Ja Raha Hoon....Lafz Poetry Ka Mean Hai Aam Lafzoon Ko
Make Up Kar K Aik Tarteeb Dena Ya Khoobsorti Dena Har Insaan Poetry Nahi Kar
Sakta Ye Aik Khudai Slahiyat Hai Aik Poet Apni Poetry Me Apna Ghum, Farda,
Mazi,Ya Pyar K Bare Me Mukhtalif Lafzoon Me Apni Aik Baat Wajah Karta Hai Poet
Hum Logoon Ki Tarah Aik Insaan Hota Hai Aik Damagh Aik Dil Everything Is Common
But His Mentality Level Is Different From Others...Wo Insaan Jo Aik Baat Ko
Bohat Gehrai Se Soche Dekhe To Wo Lafzoon Ki Banawat Se Aik Gazal Ya Shair Likh
Deta Hai Jab Insaan Kisi Baat Ko Bohat Gor Se Sochta Hai To Bohat Sare Sawaal Us
K Zehan Me Ubharte Hain Jin Ko Wo Beyaan Karta Hai Aur Karta Hi Jata Hai Poetry
Me Aik Aisa Jadoo Hai Jo Insaan Ko Bohat Ranjeeda Aur Udaas Kar Deta Hai Kabhi
Kabhi To Aansu Behne Lag Jate Hain Ye Poetry Ka Matlab Aur Aik Point Ka Likhne
Wala Starting Point Tha Agar Ap Log Meri Batoon Se Sehmat Hue To InshALLAH Me
Bohat Kuch Likhoon Ga ALLAH Hafiz