Barish or Ya Duniya

(gulzeb amir, hafizabad)

Barish.. Kia He Khubsurat Manzer H Na. Wo Nazer K Jes My Hr Koi Khusih Nazer Ata H.Agr Ya Rahmat He Rahy To... Musam To Sub He Pyary Hoty Hain. Hr Musam Apny Ander Ak Khubsuarti,Ek Kahani Rahkta H. Magr Barsat Ka Musam K Musam My Kia He Haseen Manzer Hota H.

Jab Ek Phool Phr, Ek Paty Phr,Zameen Phr,Paharo Phr, Darakhto Phr Or Haan Insano Phr Parhti H To....... To Hr Koi Taro Taza Ho Jata H. Musam To Sary Achy Hoty Hain.Hr Ek Insan Ko Apny Apny Nazriy K Lihaz Sy, Apni Apni Such K Lihaz Sy,Apny Cil Ki Khuwiah K Mutabik Musam Pasan Hoty Hain. Or Baz Ohkat Kasi Ko Koi Be Musam Pasand Nae Hota Magr Hum To Barish Ki Bt Kr Rahy Hain Na...

Asman Per Jub Kali Ghata Chati H H To As Qader Dil Ko Baah Jany Wala Musam Hota H Jasy Asman Per Pariya Jhum Rahe Ho. Hr Ek K Dakhny Ka Andas Muhktalif Hota H.Jaha Ek Taef As Kali Ghata Ko Pariyo Sy Tasshbiya Dy Rahe Ho Waha As Musam Sy Khuff Ata H. Asa Lagta H K Asman Per Koi Bhot He Gham Zada H.Bhot Paryshan H, Bhot He Duhk My Mubtila.......
Sa K Sath Koi Be Majod Nae Jes K Sath Wo Apna Gham Bhantt Shaky.To Wo Musalsal Roo Raha H. As K Ansuo Sy Hr Shaa Taar H.As K Anso Hain Or Hum Barish Ka Nam Dy Rahy Hain.Khuish Ho Rahy Hain.Mazy Kr Rahy Hain.

Kia Ya Insaniyat H K Agr Koi Dukh My H To As K Dukh My Shamil Hony Ki Bijay Asy K Gham K Ansoo My Naha Rahy Hain.Kali Ghata Chati H Or Hr Tarf Andara Chaa Jata H. Kabi Ya Sucha H K Ya Andira Kia H, Badal K Chaaa Jany Ka, Ya Per Asman My Majood Jo Gham Zada H As Ki Zindagi Ki Jhalak Nazer Ati H.Os Ki Zandagi My Kia Kader Andira H K Agr Wo As Ki Ek Jhalak Hamari Tarf Kr Dy To Kis Qader Tanhai Ka Alam Ho Jata H.Ghoor Karo Jis Kader Badel Ho Os Qadeer He Taaz Barish K A Jany Ki Umeeed Hoti H Asa Lagta H K Koi Rony K Qaeeb H Abi Bss Abi Roo Dy Ga.

Mager Hum{Mashara}Jis Qader Zada Badal Ho Os Qader He Acha Mahsos Krty Hain.Maea Khayal H Ap Mari Bato Ko Sumj Rahy Hain Hamary Ma Shary My Bhot Sy Loghain Jo Badal........Kali Ghata........Or As My Majod Pani Ki Tarha Hain.Bhot He Pharyshan.
Or Hum Na Sarf An K Duhk Sy Bigana Hain Balky Asy Pani{Ansoo}Ay Mazy Utha Rahy Hain Ku K Hamy An K Ander K Dukh Nazer Nae Aty.Hum Be Parmah Hain Hr Cheez Sy Hum Bhot He Akal Mand Hain Na...???? Sub Sy Zada Zaheen K Hamy......Hamy Apny He Jaisy Logo Per Chaati Hoe Kali Ghata Ki Samj Nae Ati.

Barish Hoti H..... Udas Manzer........Khamosh.....Sarf Or Sarf Barish K Qataroo Ki Awaz Ati H......... Tanhai Ka Alam.........Sub Apny Apny Gharo My Apny Ap Ko Mahfooz Kr Laity Hain...As Barish Sy.............Kia He Ajab Raag H As Duniya Ka........Mujy Suchty Howy Be Afsos Hota H K Hum Be Parhwa Hain As Duniya Sy.......As Duniya Walo Sy.

Hum Or Hamari Such Kis Qader Kam H K Agr Koi Muskara Dy To Hum Samjty Hain K Dosary Bhot Khuish Hainor Aksar He Ya Ilfaz Sunny Ko Milty Hain K''ahh Khuda,To Ny Hamary Sath He Asa Ku Kia Os K Pas Atni Khusiya Or Mary Pass Kuch Nae, Kitny Naensafi H''

Magr Afsos K Hum In Logo K Muskarhat Dahkty Hain Magr As K Peechy Chopy Gham Nae.

Jub Ansoo Hr Taraf Bikher Jaty Hain.Barish Hoti H To Hum Apny Ghro Ki Taraf Chaly Jaty Hain, Ya H Mashara...........Koi Lagater Roo Raha H Or Hum Apny Gharo My Chain Sy Khargoh Ki Need So Rahy Hain.

Hum An K Ansoo Sy Be Khaber Zindagi Guzarty He Ja Rahy Hain.Insan To Wo H Jo Kasi K Kam Ay.Js K Ander Muhabt K Jassbat Ho, Jis K Ander Hamderdi Ho.Magr Afsos....... Kaj Kal As Tarha K Log Milna Na Mumkin Hain.Hr Insan K Ander Koi Na Koi Kami To Zaror Hoty H Magr Yaad Rahko K Hr Insan K Ander Khuda Be Majood H.Insan Ki Nae To Khuda Ki To Qadeer Karo....

Or Kami Hona Ek Alag Bt H Magr Muhabt Ki Kami Hona Insaniyat Ki Kami Hony K Baraber Hhum Barish Hony Per Chaat Ki Talahkrty Hain Magr Hum Kasi Insan K Ly Chaat Ku Nae Banty.
Or Jab Sab Ansoo Baah Jaty Hain To Asman Ka Bhuj Halka Ho Jata H.Suna H K Roo Lainy Sy Dil Ka Bhuj Halka Ho Jata H..........Shayd Such He H Ansoo Halak My Rah Kr Darad Ka Baiss To Nae Banty. Magr Hamry Mashary Ko Samj Kab Ay Gy,Jo Hr Tarha K Bhuj Sy Be Parwa Hain Or Haan Ya Gareeb Log{Gareeeb Wo Nae Jis K Pass Paisy Na Ho Balky Gareeb Wo H Jis Ki Koi Sunny Wala Na Ho,Jo Tanhai My Tanhai My Aona Bhuj Halka Kr Laity Hain}

Magr Ya Gareeb Taneen Log{Wo Log Jen K Pas Paisa H Magr Bhuj Halka Krny K Ly Waqt He Nae}

Khuda Jany An Per Barsat Ka Musam Kab Ay Ga Or Kab Ya Apna Bhuj Halka Kary Gy.
Bssss......Ab To Yahe Dua Kr Shakty Hain K Allah Kasi Per Barsat Ka Musam Na Ly Kr Ay.Agr Ay To Khusiho Ki Barsat Ho,Badalo Sy Asy Ansooo Bhaahy Jen K Sath Hootoin Per Muskrahat Ho.Ku K Wo Lamha Jub Ankho My Pani Or Hootoin Per Muskrahat Ho Zindagi Ka Haseen Lamha Hota H.

Barsat Sub K Li Rahmat Ho Na K Zahmat........Per Or Kia Chahy........Suchana Zarar...
 

gulzeb amir
About the Author: gulzeb amir Read More Articles by gulzeb amir: 2 Articles with 2384 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.