Piyaar Kay Chaar Pal

(hukhan, karachi)

Ubh Ki Sardion Ki Surmaiee Shaam Ajab Rangh Laie Hum Nay Yadon Kay Dareechay Khulay Tu Dil Ka Mosam Ajab Hu Gia Sochon Mein Asay Asay Logh Anay Lagay Jin Kay Bina Zindeghee Mein Agay Bar Janay Ka Sochtay Hee Dil Ka Chaand Dobhnay Lagta Tha Ajh Wo Haseen Khabh Ju Ankhen Dekha Kartein Thein Asay Fana Huay Kay Dil Or Ankh Nay Muskarana Hee Chor Dia ,,Janay Uss Ki Adaein Kyun Yaad Atein Hein Jany Kyun Ye Sardion Ki Surmaiee Shamein Lot Atein Hein,,Hum Muskarana Bhool Jatein Hein Jun Hee Wo Yaad Atein Hein Hum Soch Mein Gum Hu Kar Uss Kay Pass Chalay Jatein Hein Shaied Wo Bee Humein Yaad Karta Hu Ga Iss Umeed Par Jiye Jatein Hein. Ye Dil Ka Reshta Bara Hee Piara Hay Shaied Wo Bee Kuch Laghta Humara Hay.Janay Kyun Hum Maazi Se Peecha Nahi Chura Patay Agar Koi Agh See Roshan Hu Jis Say Jalna Hee Mumkin Hu Fer Bee Iss Jalan Mein Ek Sakoon Milta Hay.Jaraay Ki Shamon Mein Ye Zulm Or Bee Bar Jata Hay Dil Kay Badal Barasna Shuro Hu Jatay Hein Hum Nay Be Dil Ka Dharakna Sun Lia Jasay Koi Badal Grajhta Hu Par Janay Kyun Barsaat Ankh Sey Huty Hay Koi Kitna Bee Door Hu In Shamon Mein Fer Say Pass A Jata Hay ,,,Jabh Dilon Par Asay Surmaie Shamon Kay Mosam Atay Hein Tu Chahat Kia Hay Hum Jaan Patay Hein Ubh Yaadon Kay Zard Patay Hum Uthatay Hein Koi Dil Kay Dereechay Mein Aan Muskarata Hay Or Hum Uss Muskrahat Kay Hu Jatay Hein .Insaan Bahut Kuch Khu Deta Hay Bas Zara Saa Kuch Panay Kay Liye Apnay Piyaray Apna Watan Apni Miti Fer Dekhta Hay Tu Hath Khaali Ki Khaali Kuch Apnay Ju Bhut Qareeb Hutein Hein Unn Koqabar Ki Miti Ki Pass Bulla Laity Hay Hum Un Ki Shakal Bee Bhool Jatay Hein Fer Kuch Asa Hu Jata Hay Kay Keh Uthtay Hein Kyun Na Kia Unn Kaa Alvedaiee Deedaar Or Ye Sari Umar Ki Khalish See Ban Jata Hay,,,,Muhbat Zaror Karna Magar Aye Meray Dost Muhbat Ko Ruswaa Naa Karna Ye Anmol Jazba Beymol Loghun Kay Liye Nahi Hay,,,Janay Uss Kay Bin Kasay Jee Raha Hun Mein Dekhu Kasa Zulm Khud Par Kar Raha Hun Mein,,,,Ajh Fer Say Surmaei Shaam Lot Ayee Hay Hum Nay Yadon Ki Shama Fer Say Jalaee Hay,,,Anso Bee Baymol Hu Gaye Humaray Kay Kahein Uss Ki Yaad Ko Mailaa Na Kar Dein,,,,Mray Dil Nay Yadon Kay Kawaar Band Krna Shuro Kar Diye Mein Apnay Kamray Mein Wapis Lot Aya Hun Par Dil Karta Hay Ek Surmaei Shaam Fer Sey Kar Sakon Uss Kay Naam,,,,,,,,,,,,Han Kash Serf Ek Shaam

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1254144 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.