Roz Subah Huty Hay Shaam Huty Hay Izzat Yun Hee Tamaam Huty Hay

(hukhan, karachi)

Insano Ki Ek Qisam Shoharon Ki Bee Huty Hay Ya Har Mulk Har Jagah Paye Jatay Hein Kala Gora Lambha Chota Dubhla Mota Golmatol Gharz Har Rangh Or Shape Mein Ye Ap Ko Mil Jaye Ga ,,,,,Mri Bv Ek Balaa Hay Sochta Hun Naa Janay Kia Balaa Hay ,,,,,,,,Uss Kay Zulm Ki Janay Kia Waja Hay Par Hay Yaqeen Ye Waja Bay Waja Hay.Agar Aap Ko Rastay Mein Train Mein Bus Mein Daftar Mein Hotel Mein Masjid Mein Kahiee Bee Koi Asaa Shakhs Mil Jaye Ju Chahray Sey Pareeshaan Hun Ranjeeda Hu Dukhi Dekhta Yaa Mehsoos Hutta Hu Uss Ki Ankhein Alien Ki Tra Hun, Batein Hawaaiee Hun Jin Kaa Sar Paier Naa Hu Tu Samjh Jaiye Kay Wo 1 Adad Bv Kaa Shoohar Hay Agar Wo Life Sy Dour Hu Lachaar Or Majhboor Hu Tu Samjh Jaieye Wo 2 Afreeton Kay Sath Reh Raha Hay .,,,,Har Roz Ek Naya Din Dekhta Hun Par Naya Kuch Nazar Tu Ata Nahi Kuch Bee Keh Lijiye Meri Mohtarma Ki Samajh Mein Ataa Nahi,,,,Kitchen Mein Jabh Dekhu Ataa Nahi Paon Mein Ubh Tu Eid Par Bee Bata Nahi.Khtay Hein Insaan Ko Uss Kay Achay Or Buray Karmon Ki Saza Duniya Mein Hee Milna Shuro Hu Jaty Hay Jis Nay Ki Sharam Uss Kay Photay Karam Shohar Bechara Sharma Sharmee Mein Hee Zulm Ki Chakee Peestay Huay Life Guzaar Deta Hay,,,, Humaray Dost Ki Baraat Thee Tu Band Walay Nay Humein Qareebi Aziz Samjhtay Huay Poch Lia Kay Bahi Sahib Konsaa Geet Bajana Hay Hum Nay Kah Dia,,,Ju Bacha Tha Wo Lutanay Kay Liye Aein Hein,,,,Bas Pher Kia Yahan Geet Ki Tune Bajhna Shuro Hui Or Uss Ki Saas Nay Hum Sab Ki Saans Band Kar Dee Bari Mushkil Say Jaan Bacha Kar Hall Say Niklay Magar Humara Dost Ajh Bee Kehta Hay Wah Bahi Aap Nay Kia Message Dia Tha Hum Uss Time Samajh Nahi Paye Werna 1 ,,,,,,2,,,,,,,,,3 Hu Jatay .Bas Ji Humaree Sunta Hee Kon Hay Ajh Jabh Dekhu Humara Dost Bv Ki Daant Sun Raha Huta Hay Hum Bolay Bahi Qun Roz Bilaa Nagha Zaleel Hutay Hu Ek Dafa Hee Suicide Qun Nahi Kar Latay Yaa Pher Aap Bee Uss Khatoon Par Mardana Waar Karo Wo Bolay Bahi Kia Karon Maa Kay Qadmon Talay Janat Huty Hay Hum Bolay Bahi Wo Tu Bv Hay Ji Janta Hun Magar Meray Bachon Ki Tu Maa Hee Hay Hum Uss Ka Jawab Hazam Na Kar Paye Or Ghar Lot Aye Ubh Humaree Baree Thee.,,,Roz Subah Huty Hay Shaam Huty Hay Izzat Yunhee Tamaam Huty Hay.

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1254135 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.