Pakistani Duniya Mein Ek Asee
Jee Daar, Bashaoor Or Mehnaty Qom Hay Ju Har Haal Mein Apnay Naam Ko Naamwar
Banay Mein Masroof Hay ,,,,Har Haal Mein Jeeta Hun Roz Ger Kay Uthta Hun.,,Iss
Adat Ko Janay Qun Nahi Bholta Hun Han Har Roz Mar Mar Kay Jeeta Hun.Tere Bin
Mein Kasa Geiya Politician Ko Ministry Chaiye,Ishaq Dar Ko Tax Chaiye ,Hakoomat
Ko Qarza Chaiye,Contractor Ko Contract Chaiye,Ustaad Ko Tuition Chaiye,Bv Ko
Shohar Ki Salary Chaiye,Saas Ko Farmabardaar Bahu Chaiye,Behano Ko Khubhsurat
Bahbhee Chaiye,Tajir Ko Munafa Chaiye,Web Walon Ko Article Chaiye ,Hukhan Ko Ek
Kay Baad Dosra Award Chaiye ,,,,Jabh Ye Sab Nahi Tu Fer Tere Bin Mein Kasay
Giya.Pakistani Qom Nay Bhut See Asee Cheesein Jin Kay Bina Jiya Jana Asaan Nahi
Fer Bee Kamiyabion Kay Jhanday Gaarna Us Ka Mehboob Mashghla Hay. Khel Taleem
Insaaniyat Atom Bomb Sab Kuch Na Serf Hasil Kiya Balkay Bhut Hee Shandaar Naam
Kamaya Jis Par Jitna Bee Fakhar Kiya Jaye Kam Hay.Magar Ajh Har Pakistani
Mehanghaie Taleem Bunyadee Sohuliaat Kay Fuqdaan Ki Waja Se Pareeshan Hay...Koi
Sorat Achee Nazar Nahi Aty,,,Janay Kay Baad Ghanto Bijli Nahi Aty.Iss Waja Se
Ubh Har Chese Apni Asal Sorat Khu Rahee Hay Poetry Change Hu Rahee Hay Pehlay
Poet Baharon Pholon Haseeno Ka Ziqar Kiya Kartay Thay Ubh Poetry Kuch Yun Hu Gai
Hay Arz Kia Hay,,,,,Uss Kay Janay Kay Baad Bhut Uss Ki Yaad Sataaty Hay,,Janay
Har Ghantay Kay Baad Bijli Qun Chali Jaty Hay.,,,,Dosra Sheir Arz Hay,,,Janay
Mein Uss Kay Eshq Mein Itna Piaar Qun Ata Hay Itna Tu Meray Nalkay Mein Pani
Nahi Ata,,,Arz Hay,,,Uss Ki Yaad Mein Kapray Saja Rakhay Hein Mera Balma Pani
Laye Ga Fer Kapron Ko Dhuby Patka Lagaye Ga,,,Ek Din Mera Naya Suit Akher Dhul
Hee Jaye Ga...Janay Nalkay Mein Pani Akher Kab Aye Ga,,,Baqi Mushaera Fer Kabi
,,,,,,Mein Zara Kapray Dhu Ln