Acha Lagta Hay

(hukhan, karachi)

Hakoomat Nay Petrol Sasta Kar Diya Ubh Bijli Bee Sastee Kar Dee Jaye Gee Karayaon Mein Bee Kami Wakay Hu Jaye Gee Kitna Acha Laghta Hay Iss Mein Hakoomat Ki Jitni Bee Tareef Ki Jaye Magar Kam Lagay Gee Agar International Hunay Wali Inn Kamion Ko Hakoomat Awaam Tak Pohancha De Gee Tu Har Taraf Nazwaz Baba Ki Jay Jay Hu Jaye Gee ,,,,Kuch Tu Soch Lay Awwam Ka,,,Hath Chore De Samdhee Ishaq Ka.Awaam Kay Liye March Bahutsee Khushkhabrian Laa Raha Hay Agar Hakoomat Chaty Hay Kay 2018 Kay Election Mein Awaam Pher Sey Inn Kay Liye Dil Mein Naram Gosha Rakhein Tu Yaqeeenan Hakoomat Ko Asteen Kay Sanpu Se Bachna Hu Ga Chahay Hakoomat Ko Baniyan Chadii Mein Hee Qun Na Rehna Paray Hakoomat Apnay Shahana Ekhraajaat Mein Bee Kami Kar Lay Porotocles Kam Kar Lay Safar Kay Douraan Makhan Bazon Sey Parhaiz Karay Kuch Merit Ko Bee Dekh Lay,,,Koi Nagina Bee Tu Hu Ga Iss Miti Mein,,,,,,,,,Koi Tu Laal Bee Chupah Hu Ga Faqeer Ki Gadree Mein.Cm Punjab Bhut Mehnat Kar Rahay Hein Kay Kici Tra Hakoomat Par Awaam Kaa Etemaad Barqraar Rahay Magar Un Kay Kici Na Kici Wazeer Ka Koi Manfee Karnama Samnay Aa Jata Hay Or Cm Sahib Kay Kiye Karaye Par Pani Pher Jata Hay.Wesay Bee Shareefon Ki Hakoomat Mein Badmashon Ko Lagaam Deni Chaiye Qanoon Ko Apna Asal Chahrha Dekhana Chaiye Beshak Iss Ko Thoraa Sa Qanoni Make Up Hee Kar Dia Jaye.Ubh Bee Hakoomat Kay Pas Bhut Time Hay Jitny Wo Ghaltian Ya Ayashiaan Kar Chuckay Ubh Kam Se Kam Hosh Kay Nakhun Hee Le Lein .Kuch Wazeer Tu Shah Ki Wafadaari Mein Itnay Agay Nikal Jatay Hein Kay Bas Serf Or Serf Darbaaree Maskharay Laghtay Hein.,,,Mujay Izat Se Kia Wasta Mein Tu Paida Hua Hee Beyizat Hunay Kay Liye,,,Nahi Sahib Ubh Saray Wazeer Tu Asay Nahi Hutay Kuch Noudoulatiye Nahi Balkay Khandani Raees Bee Hein Ubh Hein Zara Kam Atay Mein Namak Ki Tra Magar Hein Tu Sahee ,,Ajee Kia Kaha Koi 1 Achay Wazeer Ki Misaal Dn ,,,Ok,,,Choudry Nisar Kasay Hein He Done His Best....No Doubt ,,,Har Pakistani Nisar Saab Kay Sath Hay

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1254833 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.