|
baita aap ka notqa e nazar bilkul darust aur mabni bar haqiqat hai tahum her moamlay ke kam az kam 2 pehlo zaroor hotay hain. shaeri apni asal main alamti izhar hai maslam: chasham e qatil mairi dshmun thi hamaisha laikin jaisi ab ho gaee qatil kabhi aisi to na thi zafar yah shaiar mahboob ke elawa 1854 ke halaat ko wazay kar raha hai kah angraiz ko baibas aur baikas badshah bhi na bha raha tha shaeri ka yah andaz e takalam hi os ka hossan hai. kash ustza kram shaiar ke is asloob ko mad e nazar rakh kar tadress ke amal ko jari karain. haan jo khalas jins ki taraf ashaar jatay hain onhain ibtadaee calasoon ke dars main na rakha ja'ay to hi behtar hai.
|
By:
مقصود حسنی,
قصور
on
Dec, 10 2016
|
|
0
|
|
|
|
|
Please Wait Submitting Comments...