Azadi Ki Importance Aur Hamara Role
(AREEBA SAEED, chishtian)
Asalam O Alaikum. Aj Ka Topic
Hai Azadi Ki Importance Aur Hamara Role. Har Sal 14 August Say Pehlay Galiounn,
Bazarou, Buidings, Gharou Ko Sajaia Jata Hai, Pakistan Zindabad Kay Naray Lagh
Thay Hain. Quaid E Azam Zinda Bad Kha Jara Hai. Magar Sall Mei Eik Dafa Hi Q
Pakistan Zindabad Bad Kay Naray Lagh Thay Hain. Sirf Eik Dafa Hi Q Pakistan Say
Mohabar Ka Izaar Kya Jata Hai. Sirf Eik Dafa Hi Q Buildings, Roads, Malls Ko
Decorate Kya Jata Hai. Sirf Eik Dafa Hi Q Iss Important Dinn Kay Hawalay Say
Speeches Ki Jati Hain. Sirf Eik Ddafa Hi Q Iss Pakistan Ko Azad Kya Jata Hai.
Sirf Eik Din Hi Q?????????????????????? Q Kay Hamary Nazdiq Sirf Pakistan 14
August Ko Azzad Hova Tha. Sirf Iss Liye Kay 14 August Ko Hamay Yeh Pyaara Watan
Mila Tha. Jashn E Azadi Manay Walo Sirf Eik Din Hi Q Azadi Manatay Ho. Iss
Pakistan Kay Liye Hamay Tou Har Roz Azadi Mana Ni Chahiye. Asai Azadi Ka Kya
Faida Jo Hamay Saara Saal Sulati Rahi. Hamaybekhabar Kar Gai Kay Hum Azad Qoum
Hain. Aur Hum 14 August Ko Azadi Azadi Ka Naraa Bulaanc Kar Thay Hain. Asi Azadi
Ka Koi Faida Nahi Jo Hamay Aqqal Aur Shaourr Na Dey Sahkay, Asi Azadi Ka Koi
Faida Nahi Jo Hamay Eik Azzad Mulaaq Mei Rahay Thay Hovay Hamay Azzad Honay Ka
Haaa Na Dey. Asi Azaadi Ka Koi Faida Nahi Jo Mulaaq Mei Ameer Aur Ghareb Ka
Faraq Na Matta Sahkay. Asi Azadi Ka Koi Faida Nahi Jo Hamay Dosrou Kay Samanay
Jhuknay Say Rohk Na Sah Kay, Azadi Manay Walo Iss Mulaq Ki Hafazat Karo. Iss Ko
Hasail Kar Nay Kay Liye Jo Mehnaat Ki Gi Uss Ko Jano. Quaid E Azam Muhammad Ali
Jinnah Nay Tou Kha Tha Ka:
"Barazgir(Sub Continent ) Tou Us Waqat Azad Ho Gya Tha
Jab Pehla Hindu Muslaman Hova Tha"
Agar Afssos Hamary Aj Mulaq Mei Azadi Ka Koi Concept Nahi. Aj B Ghulam Hain ,
Kal B Ghulam Thau, Aur Agay B Ghulam Rahay Gey. Iss Ghulami Ki Zanjiirou Ko
Apnay Mazbout Iradou Saythor Dou, Iss Ghulami Ki Zanjer Ko Apni Taqaat, Aur
Mehnaat Say Thor Dou.Ghulamm Matt Bano Azad Mulaq Mei Rahay Thay Hovay Ghulami
Kay Shaiva Matt Banao. Iss Mulaaq Ko Azad Rahay Nay Dou Apnay Hathoo Say Tabah
Matt Karo. Yeh Mulaaq Hamay Boht Mushkilouu Say Milla Hai . Iss Kay Liye
Qurbannian Di Gi Hain. Iss Mulawq Kay Liye Jaan, Maal , Izzat Wagaira Sub Ko
Wurbaan Kya Giz Hsi. Is Mulaaq Ki Azaadi Eik Din Har Sal Bano Takay Hum Sub Ko
Har Eik Azadi Ka Lagay. Hum Sub Ko Yeh Mulaaq Quaid Ka Lay Jo Unou Nay Boht
Muskalioun Say Banaya Tha. Har Din Azadika Manno Takay Dushmann Kay Napak Iraday
Hamaray Josh Aur Jazbay Ko Dehk Kar Mannid Parh Jaein Aur Woh Kabi Himmat Na
Karay Hamay Mitta Nay Ki. Azadi Ka Din Har Din Manno. Iss Mulaaq Mei Angreez
Qoum Ka Huqaam Matt Chal Nay Dou Un Ko Bata Dou Quaid Ka Pakistan Kal B Mazboot
Tha , Aj B Mazbbot Hai, Aur Hamesha Mazboot Rahay Ga Inshallah. Azadi Kay Din Ko
Har Din Manao Aur Uss Ka Maqsad Yaad Rah Ko Kay Uss Ko Islam Ki Bunaaid Aur
Insanouu Kay Haqqoq Kay Liye Baniya Tha. Pakistan Ko Zinda Rahay Nahy Dou.
Pakistan Zinda Badd. Iss Mulaaq Mei Sub Ko Jenay Ka Haaq Do. Khuda Hafiz