Hameri Mushraia Meh Yeh Concept
Mojood Hai Ke Loog Yeh Chata Hain Ke Un Ke Ghar Meh Beetein Peeda Na Hoon,Har
Kisi Ko Bata Chahye.LAKIN ASHA Nahi Ha.MAA BAAP Beetein Se Nhi Darta Bul Ke Wo
Un Ke Nasboon Se Darta Hain .Agae Dekha Jaye Tu Beetein Apnae Maa Baap Ke Zyada
Qareeb Hoti Hain.WO APNE WALDEEN Ka Zyada Khyaal Rakhti Hain.Waldeen Sab Se
Zyada Un Kr Naseeb Se Darte Hain.Wo Nhi Jante Ke Kal Un Ke Saath Kye Ho Jaye
.Jab Kisi Ke Han Beeti Peedi Hoti Ha Tu Waldeen Us Ke Liye Jehaz Bana Shoro Kar
Dete Han Taka Jab Tak Wo Shaadi Ke Qabel Ho Un Ka Jehaz Tayaar Ho Jaye.Wo Un Ki
Shaadi Meh Bhi Kohi Kasar Neh Chorte.Wo Nhi Chate Ke Un Ko Kisi Cheez Ki Kimi
Ho.Shaadi Ke Waqt Maa Baap Yeh Chcte Hain Ke Un Ki Beeti Khoosh Ho Ur Allahus Ke
Naseeb Acha Karein.Wo Is Waqt Apni Beetein Ko Apni Duwoon Ke Saye Meh Rakhast
Kartein Hain.Wo Us Waqt Beetein Ko Naseeb Ke Elwa Apni Khasat Ke Mutabaq Har
Asaish Ke Saath Raqhasar Kartein Hain.Agar Shaadi Ke Bad Usko Koi Taqulef Ho Tu
Maa Baap Us Se Zyde Parsheen Hote Hain Wo Chate Hain Hain Ke Un Ke Beetein Ko
Koi Tukleef Na Ho.Mere Nazaq Maa Baap Larkhein Ne Nhi Tang Ho Te Wo Sirf Sirf Un
Ke Ke Naseebon Se Khoofzada Hote Hain.Wo Nahi Chatein Ke Kabhi Zindi Meh Aisa
Moor Aye Ke Koi Un Ki Beeti Ko Bura Kha .Yeh Baap Ke Kye Liye Sharmindi Kei
Wajah Banti Ha.