NAFAL KA MAZZII

(Qudosia Jalal, )

Pata nai ak taweel arsay baad usnay Sahil kay kinary bathna ki himmat ke the jabka ye himmat us din khatam ho gae the jis din usko uuskay akhri sahra na bhe alweda keh deya tha kehna ko wo bhut khamoosh insaan tha magar ye to koi uska dil say phochtaa kay kitna shikwa wo dil main dabya Rabb say leya phirta tha koi asa tha ni uska paas jiska samna bath k roo lata or qabrain usko jawab nai dete the bss ab wo khamoosh ho gya tha uskay hath baaar baar raaait pa kuch likhta tha or phir mit deta tha,wo kud ko bhe dekhna nai chahta tha kya likha hai wo ghareeb ho gya tha us muhbbt k ghareb jis k lya ak waqat taak wo tarsa tha un lamho k ghareeb jo usay choor gaya tha ab wo apna waqat khamoosh khara rehna sa guzarata tha,wo jis flat pa rehta tha uskay samna ak behad haseen o jameel couple rhta thaa or unke ak behad khoobsorat beti the jo zayda bari to na the magar itni choti b na the k kuch samhj na aa paa,Wo aksar uskay ghar kuch na kuch khana ko dena ate the ghr saaf hhota tha usnay kabhe andarana ka nai kaha tha wo bss bhar khari khari da k chli jate the sewa betay Shukriya k unkay darmayan koi haas bat kabhi ni hoe the,aj jaab wo phool lay k ghar say nikla tha wo apni khirki main bathe kuch likh rhi the diary pa usnay usko jata dekh kar diary band kar de or ba sakhta uskay mu say alfazz nikla "Jaad Yaar Na desa,Na Saqo Desda koi Hoor" or dekhte rahe uskay hath main surkah raang kay taza gulaab or 3 haraa patoo say bhari hoi tahniyain the unko usnay behad khoobsorte sa ak ribon say bandha howa tha or wo usnay gari k agli seat pa rakh de or kud driving seat pa bath gaya jaab tak Rania ki ankho nay sath deya wo usay dekhte rahi or phir gari ankho say ojal ho gae,Rania un ameer bacho main sa the jinko unkay bachpn muhbbt k sth sth Allah Paak ki qurbat bhe da jata hai bss kuch asaa he Rania k sath tha wo jante the ab Nafal uncle Qabrstan gaya hain laiken Nafal uncle nai janta tha kay Rania rooz unhain dekhte hai or wo bhe rooz is qabrstan main ate hai kyun ka dno kay ana r janay k oqat main fark tha Rania Zindage main kabhe roi nai the akhri dafa wo tab roi the jaab uskay bara Abba fout ho gaya tha or taab bhe wo srif jaenmaz pay bath k tahjud main roi the srif unki magferat kay leya warna Allah Paak nay itna qareeb kar leya tha uay wo kuch la lay usay ya usay day da wo hansi kushi is tajarat ko qabool kar late the,uskay Bara Abba aj say 4 saal pehla ak Nafal ki biwi kay ak din bad is jahan faani sa kouch kar gaya tha,magar Nafal wo nai raha tha jo tha or Rania nikhar kar wo ho gae the jo wo kabhi soch bhe nai sakte the Rania kay paas har waqat kaam karna wala driver nokar chakr saab tha kyun kay uskay Abba sa sare Zindge itna kamya tha ka unke 4 naslain Bath ka araam say kha sakte the or bazrgo ki duwao na itni barkat dale the or imaandari unka khandan ka shewa tha jitni tareefa loog krta tha us khandan ki wo usay kahain zayda naik or acha tha,Baat dar asal ye the kay Rania rooz Apna Bara Abba ko sunany or baatain btnay jate the kal subha bhe jaab asa howa to Namaz Fajar kay baad wo Qabrstan gae or Dadajaan ki qabar pa bath batain kr rhi the to kehna lage Abba kahan say shru karo mera dil bhut udaas ho jata hai magar main asa karna nai chahte maloom hai Nafal Bhai rooz raat ko tarce pa Chai k ak itna bara muga lay ka chand ko dekh kay asa rotay hain jasay Sawera Baji ko chand nay he mara ho rooz phool lay k phnch jata hain bechri ki qabr pa yakeenan rota hnga or kya karna unho nay Abba rona kar Shukar ada karna konse halat hai shukar ke meri samhj say bhar hai kyun na Hum mill kay Allah Paak sy Darkhwasat karin kay wo unhain asa sabar ata karin jo Sawera Baji ki roh ko sakoon day,Bara Abba ak baat samhaj mein nai aa rahe or mena Baba r Amma say pochi b nai mena kal,Amma ko prayer room main jaen'namaz pa batha rota dekha hai mujhe nai maloom wo kyun roo rahe the magar wo roo rahe the main wapic aa gae dekh k....mein unsayy poch bhe nai sakte ap yahan hota tu poch lata ab choor deya ye bhe Allah Paak pa, Dadajaan Nafal Bhai ko dekh kar bhut dukh hota hai hona to nai chahya magar hota hai mein jante hoon ye Rabb k fasla hain inma kch kehna r sochna k haq nai bsss dua k lahazz sa ik khayal ata hai Abba apna ak aar mujhe kaha tha Nafal Bhai un loogo main say hai jo apni ak muhbbat ka baad muhbbt khatam kar deta hain,magar insaan ko asa hargaez nai hona chahya Insaan ki muhbbt ko la faani hona chahya wo kese k sath marni nai chahya kese k sth khatam nai honi chahya wo la faani honi chahya bss dil chahta hai Nafal Bhai k paas jaoun or unhain kaho kya ye la faani ni ho skte ap akle kyun rehta hain office-Ghar-Qabrastan-Seaside-Ghar asay kasay Zindge gusray ge darmayan main kahain demag ko waqfa ni milta ma'sewya namaz ka usmay bhe wo Sawera Bhabhi ko he yaad karta hain unkay demag path jaya ga wo bhe khatam ho jayin ga...Abba Loog marta hain to unka sath koi na koi zaror Maar jata hai asay loog kyun kese ko kyun khatam kaar jata hain,Abba toota loog waqae toota hota hain...Ajeeb qissa hain is dunya k loog muhbbt or nafrat main bhut kuch bhool jata hain….

Qudosia Jalal
About the Author: Qudosia Jalal Read More Articles by Qudosia Jalal: 2 Articles with 1143 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.