NAQAAB POSH(episode 9)

(hukhan, karachi)

qseem baba ka hath,,,,mazbooti say apnay teiz dhaar khanjhar kay dastay par jam sa gaya,,,,,,us nay soch liya tha,,,,wo akhree saans tak,,,,,,izat ki mout ka talabhgaar rahay ga,,,,,,,,gaon walay dam bakhoodh thay ,,,,,,har taraf khufnaak aur takleef deh khamoshion nay daira sa jamaa liya tha,,,,,har lamha ,,,,,,,apnay andar sadioun ko basaye huay tha,,,,,,,,,,,toumaar ki ankhun mein ek shaitaani see chamak namodaar hu chukee thee,,,,,,,,,,wo khoon bahanay ko jeenay ka maqsad samajhta tha,,,,,,,,,,har ek qatal e na haq usay,,,,,,,,,bahaduri,,,,,,ka tamgha laghta tha,,,,,,,,,,,qaseem baba aur toumaar kay gohray ki dehmee chaal ,,,,,mout aur zindagi ki iss kahmakash ko toul dey rahay thay,,,,,magar ubh ye fasla simat kar,,,,lamhun mein badal raha tha,,,,,,,,,,toumaar kay gohray ka saya qaseem baba kay qadmoun tak pohanch chuka tha,,,,,,,,,eraay ,,,hazrat,,,,,,,,,,,,,kiya rakha hay iss khoon kharabay mein,,,,,,,,,,,,ye borha tu wesay hee,,,,,,,,,,apni qabar tak pohanchnay wala hay,,,,,,,,,,,,,aap qun khamkha ,,,,khud kay hathun ko iss kay khoon say rangh rahay hein,,,,,,,,,,,,agar,,,,,,talashi,,,,,,,hee laina hay tu,,,,,hazoor ,,,,,,,,zaror lijiye,,,,,,,,sab say pehlay mera ,,,,ghareeb khana hazir hay,,,,,,,,,,ye lijiye ye mera masoom sa baqra bee hazir hay,,,,,,,,,,,churee,,,pheiye,,,,,mojh kijiye,,,,,,,,,,,,,ap kay khoon ki khahish be poree hu jaye gee,,,aur,,,,pait ka dosakh be bhar jaye ga,,,,,,,,,,,,humari mehmaan nawazi bee,,,,,,,,,,,,poree hu jaye gee,,,,,,,,,,,bas,,,governor sahibh say,,,,,,,,,,,arz kar dijiye ga kay,,,,,,,,,,termizi nay,,,,,,aap ki izat afzai ki,,,,,,,,banda,,,,,,hamesha ap ka ghulam rahay ga,,,,,,toumaar jis ki ankhun mein serf khoon sawaar tha,,,,,,,,,,,,,usay samajh nahi aya kay wo ghusa karay ya kay hans dey,,,,,,,,,,,wo hans kay bola,,,,,,,souleman shaeed kay gaon mein maskhray be bastay hein,,,,,,,,,,jao baba ,,,,,,,,,,,,kici,,,,purani see jaonphree mein khaans khaans kay mar jao,,,,,,mein qun tum jasay fazool insaan ko yaha say hero bana kay chalta banu,,,,,,,,,,maru,,,,,,kici gumnaam ki mout,,,,,,,,,,,,,,(jaree hay)
hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1195629 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.