wo termizi ki traf matwajhay hua,,,,,ajh tumharay,,,,,,,,,, maskhray pan ki waja say,,,,,,,,,,,meree talwaar,,,,,,,,piyasee reh gai hay,,,,,,,,,,,,mein nay ajh tak khud ko,,,,,,,,,khud kay iraday say kabi nahi roka,,,,,,magar,,,,,,ye baat yaad rakhna,,,,,,,,,,,,qunkay meray nazdeek toumaar ki baat bhoolnay ki saza bhut sakht hay,,,,kaan khul kay suno,,,,,,,,kici bee,,,,,,qanoon shikan ki,,,,,madad qabil saza jurm hay,,,aur wo saza serf,,,,,,,,,,mout,,,,,,hay,,,,,termizi ki maa ghusay say apnay daant nikalay huay baitay ko dekh rahee thee,,,,,,,,,,qaseem baba ka jisam ghusay say,,,kapkapa,,,,raha tha,,,,wo khud ko iss buzdeli par maaf karnay ko tayar na tha,,,,,,,,,,gohar sawar wadhee say nikal chuckay thay,,,,,,,,,,lay kha lay,,,pata nahi,,,,,,,tu kab ,,,,,,apnay baap jasa hu jaye ga,,,,,,,,maa ,mujhay bhook nahi,,,,,mujhay apna baqra yaad aa raha hay,,,,,,,,,wo masoom,,,,,,termizi ki baat khatam hunay say pehlay hee maa ki zor daar goonjh sunai dee,,,,,chupppppppppppp,,,,,,,,,,,bas khamoshi say khana kha aur nikal ja raat ki awaragardee par,,,,,,,,,,,pata nahi tu kab bara hu ga,,,,,,,,,,saza kab khatam hu gee,,,,,,,,termizi burburanay laga,,,,,,,,,,laghta hay baqray ,,,,,,,,,ki judai nay maa ko zehni sadma pohanchaya hay,,,,,,,,,,,maa ,,nay ghoor kay termizi ko dekha,,,,,,,,termizi ki saree twajhu khanay par thee.wadhee sown par shaam ki rakhsatee taree thee,,,,,,,,,,,,,mah e ekhtemam kay chand ki roshni iss khubsorat wadhee say rukhsat hu chukee thee,,,,,,,,,,,du traf pahroun say gehree iss wadhee ko samnay say khubsorat jheel nay apni aghosh mein lay rakha tha,,,,,,,,,,jheel ka pani chand ki baybasi ki wjha say apni chamak khu raha tha,,,,,,,,,poray chand ki roshni mein ye jheel aur us ka pani,,,,,,,dilkash nazara dekhata tha,,,,,,magar,,,,,na manoos say lotraun ki wajha say ye jheel,,,,,,,,insani amad say mehroom see thee,,,,aksar iss kay aas paas kaflay lutt jatay thay,,,,,,,,,,,,insanu ki lashein miltee thein ,,,,magar,,,,,,,,un kay murdha jismoun ki asee bayhurmatee ki jatee thee kay,,,,,,,,,,,,dekhnay waloun ko samajh nahi ata tha kay ye jurm kici insaan nay kiya hay ya kici darndhay ki kaarastaani hay,,,,,,,(jaree hay)