faza mein saharabh kay jamun naybhunay huay baqray kay gosht ki khusbhu ko boo mein tabdeel kar diya tha,,,,,,,,,bay maqsad kay qahkahun nay har zee rooh ko madh hosh sa kar diya tha,,,,,,,,,kuch qadmoun ki sarsarahat nay bee,,,,,,,,,toumaar aur us kay sathion ko bakhbar na hunay diya,,,,,,emaan say sairabh rooh walay jismoun nay unhein,,,,,,,,,,ek taraf say mukama gheir lia tha,,,,magar,,taqat ,,gharoor,,,aur,bayrehmi nay un ko,,,,,,,,,,,bayhis,,aur,,,,mout say baykhabar kar diya tha,,,,,,,wo samajh baithay thay kay,,,,,,ubh serf wohi logh marein gay,,,,,,,,,,,jin ki zindagi ka faisla un ki talwarein karein gee,,,,,,,,,,wo khud hamesha kay liye,,,,,,,,,zinda rahein gay,,,toumaar,,,,,,,,,,,,ki nashay mein makhmoor ankhun nay dekha,,,,,,,,,kay koi gohar sawar dheeray dheeray us ki nazroun kay samnay bhut hee qareeb hu raha tha,,,,,,,,,,magar,,,,,,,kandhay say oper us ka dhar khali tha,,,koi sar kata insaan,,,,,,,,,gohray par sawaar uss kay qareeb aa raha tha,,,,,,,,,,,,,us nay qahkaha lagaya,,,,,hath sar par maar kay khud ko jhatak diya,,,,,,,,,,,dhat ,terayyyyyy ki,,,,,,,,asa be kia nasha kay,,,,,,banday ka sar hee nazar nahi aa raha ,,,,,,,,,,,,,achanak usay,,,,,,,,,,,,,,talwaar ki nok,,,,,,,,,,jaree hay