Railway Station ki Raat

(Amir Sohail, Multan)

Main Train K Intzar Main Plate Form Pe Karha Intzar Kar Rha Tha , Or Aaj Musam B Bht Khrab Tha, Main Ne Station Master Se 2 Se 3 Din Dafa Pocha K Train Kub Aygi Usne Kaha Shab Bus Any Wali Hi.

Sardyoun Ka Musam Tha Main Ne Lehaf Lia Hwa Tha Lakin Sardi Mahsos Ho Rhi Thi, Pass He Chye Wala Tha Main Ne Us Se Ek Cup Chye Talab Ki, Statoin Pe Ek Kubsurat Or Dilkush Larki Pe Meri Nazar Parhi Chonky Station Aaj Khali Tha Woh B Kisi Udass Musam Ki Tarah Train Ka Intzar Kar Rhi Thi Oe Sardi Se Kaanp Rhi Thi.

Sardi Ki Wja Se Us K Ont Nely Parh Gye Thy, Us Ne Black Colour Ki Jacket Orrh Rkhi Thi, Main Ne Ply Socha Poch Loun Lakin Phe Main Ne Kaha Rhny Do,

Khair Main B Chonky Akela Tha , Tou Main Pass Chala He Gya
.
Excuse Me! Kia App Train Ka Wait Kar Rhi Hai,
Us Ne Kanptyhy Ontoun Se Jwab Dia
Ji Haan. But App Kon?
Dil Ko Talsi Hwe Or Humry Drmyan Gufgto Ka Sisla Shro Hogya
Ji Main B Train Ka Wait Kaar Rha Houn, Mjhe Lahor Jana Hi
She Askd Me
Hoo Thats Good. Main Ne B Lahore Jana Hai. Lakin App Kub Aye Station Pe . Mjhe Tou Yahan Do Ghnty Hogye Hain/
Me: Ji Bus Mjhe Aye Hwe Yahan Ghnta He Hwa Hai Main Waiting Room Mani Wait Kar Rha Tha, Ajj Tran Late Hai, Lakin App Akeli Ja Rhi Hain???
She Askd: Ji Haan Main Aksar Akeli He Safar Karti Houn.
" App Tea Pyengy , Bht Sardi Hai"
"Why Not Mngwa Dain , Sardi To Boht Hai".
Mai Us K Lye Ek Tea Laekar Aya.
Or Barish B Shoro Hogye
Chonky Hum Bramdy Main Thy,
"App Karti Kia Hain' Main Ne Swal Pocha
"Logoun Ka Khoon" Us Ne Jwab Dia
Main Daar Sa Gya O Pocha "Kia Mtlb??"
Woh Hansy Laag Gye Or Kaha Mazaaq Kaar Rhi Houn, Kuch Khas Nahi Arts Ka Shooq Hai, Mujsme Bnati Houn"
Main Ne Ahhhh Barhi Hhh App Ne Tou Darah He Dia"
"Wase App Kai Karty Hain: Usne Mujhse Pocha
Main Ne Jwab Dia" Mera Business Hai, Export Ka, Friute Export Karta Houn"
"Ohhh That Great, Bht Acha Kaam Hai" Usne Kaha
" App Kisi Colage Main Parhti Hai Kia" Main Ne Pocha
" Nahi Main Teacher Houn Lahore Arts College Main" Usne Jwb Dia
Khair Guftgo Chlati Gye Or Us Se Inspire Hota Gya
' Lakin Woh Bech Main Kuch Ajeb Se Baat Karti Jis Se Mujhse Khoof Ajata Woh Batain E Kuch Ajeb Se Karti Ab Raat K 2 Bje Toofani Barish Hoo Rhi Hoo Or Koi Ajeeb Se Batin Kary To Daar Kis Ko Na Lagy
Train Thi Ki Amaad He Nahi Thi Uski.
Khair Main Ne Us Se Ijazat Talb Ki K Main Wash Room Tak Ja Rha Houn , Usne Kah Teak Hai App Ho Ayen , Main Ne Us Se Saman Ki Rkwali Ki Requst Ki, Usne Kaha Teak A App Jyen ,
Man Raat Ko Apne Pass Knife( Khnjar) Zaror Rkta Tha Apni Safty K Lye Or Liter Meri Pocke Main Hoti Thi . Aksr Kaam Ajti Thi, Chonky Mery Pass Tourch Nahi Thi, Or Station Pe Light B Nahi Thi , Main Ne Liter Ki Istmal Kia , Lakin Is Se Pelhy Main Ne Apne Pechy Kisi Ki Any Ki Awz Suni Or Main Khoofazda Hogya Tha Lakin Socha Yah , Mera Wehm Hai, Jub Wash Room Main Enter Hwa Tou Mainn Ne . Knife Nikal Or Roshni K Lye Liter Jalya,
Main Wapsi Us K Pass Pomcha Tou Banch Paar Koi B Nahi Tha , Or Mera Saman Parha Hwa Tha, Main Ne Chye Wale Ko Bulya Or Pocha K Mery Sath Jo Yahan Lady Bethi Hwe Thi Woh Kahan Gye
Us Ne Jwab Dia Shb Yhana Tou Koi Lady Nahi Bethi Hwe Thi,
Main Ne Gushy Se Kaha Yahan Lady Bethi Hwe Thi Usne Kaha Shb Hum Yaahan Kub Se Hai App Yahan Akly Bety Hwe Thi
Waqi Jub Meri Nazar Tea K Cup Par Parhi Tou , Tea Ka Cup Brha Hwa Tha
Mujh Paar Kap Kapi Tarhi Hogye Or Main Kaanp Ne Laga
Mujhse Kuch Smjh Nahi Arha Tha , Wahan Se Ek Parchi Mili Jis Pe Lika Tha Aaj Tum Bach Gye Kush Kismt Ho, Warna Is Station Pe Jo B Aya Hai Raat Ko Woh Bach Kar Nahi Gya,
Main Khoof Se Sama Nahi Pa Rha Tha
Or Main Station Se Bahir Aya Or Garhi Nikali Or Seedha Gar Ko Gya
Ghar Ponchty He Main Ne Nokar Se Kaha Drwazy Band Kardo, Main Jub Subha Otha Tou Mujhe 104 Pe Bukhar Tha, Main Ek Hfta Buhar Main Mubtla Rha , Or Twak Ho Kar Sukhar Ada Kia Or Sukhrna Ada Kia Or Maskenoun Main Khana Takseem Kia Us K Baad Main Ne Kbi Raat Ka Safar Nahi Kia, Ajj B Jub Woh Raat Yaad Athi Hi Tou Main Khoof Se Kanpny Lagta Houn.

Amir Sohail
About the Author: Amir Sohail Currently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.