Taza Tareen Khabar Hay Kay
Lahore Mein Khawateen Or Hazraat Kay Haqooq Kay Hasool Mein Nakaami Kay Baad
Khaaja Sirra Maidaan Mein Aa Gaye Hein Sarkaree Nokerion Kay Hasool Kay Liye
Unhun Nay Naa Serf Puraman Balkay Entertainment Say Bharpoor Muzahera Kia Un Kay
Parestaron Mein Jin Mein Nujawaan,Sahafee,,Police Walay Shaamil Thay Sab Nay Un
Kay Sath Naa Serf Selfiaan Banwaiee Balkay Un Ki Husla Afazaie Be Ki Jabh Tak Wo
Muzaheray Mein Mashghool Thay Wo Sab Apni Jagah Say Tas Say Mas Na Huay Baad
Mein Sab Kay Sab Puraman Tor Par Apnay Apnay Function Mein Chalay Gaye Iss Tra
Apni Baat Bee Hukaam E Balla Tak Pohnachaa Dee Balkay Apni Deharee Bee Zaya Nahi
Hunay Dee ,,,,Qun Kay Commitment Bee Koi Cheese Huty Hay.Pakistan Mein Apnay
Haqooq Lay Laina Asay Hee Hay Jasay Koi Ghreeb Admee Usa Ka Visa Lay Lay Ya Fer
Koi Apnay Totay Photay Khabh Kici Rehree Par Saja Kar Achay Damon Bech Lay.Ye
Baat Ek Haqiqat Hay Kay Humari Hakoomat Har Sahulat Ko Awaam Kay Liye Mushkil
Sey Muskil Tareen Banaty Jaa Rahi Hay Ya Fer Asay Logh Ju Kay Zahier Hay
Sefareshee Hee Hutay Hein Un Ko Asa Pecheeda Kar Detay Hein Kay Masail Hal Hunay
Kay Bjaye Mazeed Pecheeda Hu Jatay Hein Jis Say Reshwat Ka Darwaza Baasaani Khul
Jata Hay Ye Sab Kuch Sarkaar Ki Naak Kay Nechay Bila Rok Tok Jaree O Saree
Hay.Pani Hu Bijli ,,,Taleem,Sehat,Rozgaar,Karobaar,License,Insaaf Kici Bee
Chesze Ka Hasool Asaan Nahi Balkay Mushkil Huta Ja Raha Hay.Ubh Hakoomat Say
Khaaja Sirra Bee Nokerian Mangh Rahay Hein Iss Ki Kai Wajoohaat Hu Saktein Hay
Hu Sakta Hay Un Kay Fun Kay Qadardaan Kam Hutay Ja Rhay Hun ,Ya Fer Un Ki
Abaadee Mein Tezi Say Izafa Huta Ja Raha Hay Ye Baat Humari Samjh Say Balatar
Hay Wesay Koi Medical Specialist Hee Sahii Bata Sakta Hay Ek Waja Mehnghaie Bee
Hu Sakty Hay Yaa Pher Hu Sakta Hay Un Ki Adaaown Ya Thumkon Kay Rate Gertay Jaa
Rahay Hun Iss Ka Fasla Tu Ishaq Dar Saab Hi Kar Saktein Hein Ya Pher Hakomat Nay
Thumkon Par Tax Zyda Kar Dia Hu Ya Gst Bara Dia Hu Hakoomat Ko Chaiye Ubh Kay
Budget Mein Khaaja Sirraown Kay Liye Sohalat Kaar Banay Na Kay Un Kay Kaar Mein
Rakhna Dalay.Humein In Sab Khaajaown Say Na Serf Hamdardee Hay Balkay Halka
Halka Piaar Bee Hay Magar Hum Khul Kay Izahaar E Piar Kar Nahi Saktay.