Khisyaani Billi

(hukhan, karachi)

Ajh Kal Mdhi Sarkaar Maaf Kijiye Ga Mozi Sarkaar Ko Matchu Man Bnay Ka Bhut Mann Kar Rha Hay Wo Apna Saraa Dehaan Iss Baat Par Lgaye Huay Hay Kay Kici Tra Say Pakistan Ko Ju ALLAH Kay Hukam Say Ta Qayamat Tak Qaim Rehnay Kay Liye Bna Hay Nuqsaan Pohanchaya Jaye Ju Bahrty Sehna Nehatay Kashmirion Ko Qabu Nahi Kar Paa Rahay Wo Duniya Ki Ek Jani Maani Faujh Ko Challenge Karnay Ka Soch Rahee Hay Jis Mulk Mein Pani Bijli Bathroom Tak Nahi Jahan Ajh Bee Sab Say Zyda Zacha Bacha Ki Mout Serf Iss Waja Say Hu Jaty Hein Kay Na Tu Un Kay Liye Doctor Hay Na Hospital Na Medicine Wo Mulk Jaha Nangh Hay Bhook Hay Corruption Aroojh Par Hay Jahan Azaadi Ki Kam Say Kam 17 Tehreekein Chal Rahee Hein Wahan Jabh Baray Baray Daway Kar Kay Election Jeet Jatay Hein Pher Jabh Qom Un Ko Un Kay Jhootay Waday Yaad Delaaty Hay Pher Wo Api Masoom Qom Ko Ju Ubh Tak Gaye Ko Ammi Ji Samajhty Hein Wo Maa Kay Paeir Dabaein Na Dabaein Gaye Ko Subah Shaam Parnaam Kartein Hein Asee Masoom Qom Ki Tuwajha Hutanay Kay Liye Wo Jazbaaty Qisam Ki Taqrerein Kar Kay Edhar Udhar Ki Maartein Hein,,,,Hum Tu Doobay Kay Sanam Tmhein Bhee Lay Dobein Gay,,Pakistan Ki Badkisamty Ye Hay Kay Usay Hindustaan Jasa Hamsaya Mila Jis Kay Munh Mein Raam Raam Ki Mala Or Badhboo Daar Baghal Mein Churry Hay.Hindustaan Na Kabi Apni Qom Ko Kuch Dey Paye Ga Naa Hi Uss Ki Niyat Mein Kuch Aman Hay.Usay Apnay Mulk Mein Pheli Hui Mayusee Ghurbat Tanghdasty Jahaalat Or Beimaari Tu Nazar Nahi Aty Magar Hamsaye Kay Ghar Mein Khushi Bhee Usay Bardasht Nahi.Mazllom Nehatay Kamzoor Loghun Par Zulm Karna Un Par Zendeghi Tangh Karna Uss Ki Ye Policies Uss Ko Naa Serf Aqwaam E Alam Mein Ek Din Expose Kar Dein Gee Balkay Hindustaan Kay Itnay Tukray Hu Jaein Gay Kay Logh Russia Ko Bhool Jaein Gay.Mujhay Pora Yaqeen Hay Jis Tra Ki Hakoomatay Hindustan Ki Qismat Mein Likhi Jaa Chukee Hein New World Order Mein Wo Ek Naya Russia Ban Kay Ubhray Ga ,,,One More Broken Bloody Russia

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1254844 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.