Tripple Century

(hukhan, karachi)

Ye Mera 300 Waan Junoon Hay Janay Ye Yun Hee Rahay Ga Yaa Ek Din Mray Dafan Hunay Say Pehlay Dafan Hu Jaye Ga Magar Iss Mein Koi Shaq Nai Meray Iss Junoon Mein Hamariweb Nay Mera Asay Sath Diya Jasay Koi Hamdard Koi Rahnuma Koi Buzargh Koi Hamdam Mujhay Award Diya Club Membership Dee Wo Sab Kuch Jis Nay Meray Iss Junoon Ko Energy Dee Taqat Dee Soch Dee Husla Diya Meray Qalam Ko Himat Dee Ajh Ye Mera Article Number 300 Hu Ga Mein Un Tamaam Parnay Walon Ka Shukar Guzaar Hun Jin Loghun Nay Mujhay Para Meri Tehreerun Ko Bahut See Kamzorion Khamion Ko Nazar Andaaz Kiya Meri Rahnumaiee Ki Meri Potery Bee Ubh Tak 35 Kay Hindsay Ko Chuuu Rahee Hay Loghun Nay Meray Fan Nay Ju Meri Himat Meri Taqat Hein Meri Poetry Ko Roman Urdu Say Urdu Mein Change Kar Kay Na Serf Uss Ki Videos Bnaiee Balkay Poetry Ko Unwaan Dey Kar Unn Ko Poetry Post Mein Tabdeel Kar Diya Mein Uss Meharbaan Kaa Bayhad Mashkoor Hun (Thanks Bangash).Hamariweb Jis Tra Humaray Sar Par Shafqat Wala Hath Or Meharbaan Saya Ban Kay Humein Apnay Sath Lay Kar Chali Hay Ye Inn Ka Urdu Adab Or Library Kay Fuqdaan Ko Bahut Had Tak Kam Kar Dia Hay Har Kisam Ka Taste Aap Ko Iss Web Mein Mil Jata Hay Urdu Adabh Ko Parwaan Charanay Agay Barhanay Orr Iss Ki Pormotion Mein Hamariweb Kay Kirdaar Ko Hamesha Yaad Rakha Jaye Ga.Roman Mein Likh Kay Agay Barhna Asaan Nahi Hay Agar Ye Tehreerein Urdu Mein Hun Tu Iss Mein Koi Shaq Nahi Pher Iss Web Ka Muqablaa Shaied Hee Koi Kar Pata .Ajh Mujhay Ek Etmeenaan Saa Hay Kay Urdu Adabh Or Parhnay Walon Ko Mein Nay Kuch Na Kuch Diya Hay Jis Ki Miqdaar Atay Mein Namak Wali Miqdaar Se Bee Kam Hay Magar Mein Iss Baat Par Yaqeen Rakhta Hun Meri Tehree Uss Ek Sitaray Ki Mannind Hee Hay Jis Ki Mojhshgee Sey Raat Ko Asmaan Jaghmaghata Hay Werna Uss Ek Taray Ki Kami Hamesha Rehty Hay Qun Kay Apnay Hisay Ki Ronaq Or Dilkashi Wo Apnay Wajhoudh Mein Hee Rakhta Hay Mujhay Yaqeen Hay Ek Din Mein Asay Hee Apnay 400 Article Kay Baray Mein Likh Raha Hun Ga Ajh Meray Parnay Walon Nay Total Views Ko 45000 Tak Kar Dia Hay Ju Hamariweb Ki Maqboliat Kay Bina Namumkin Tha So Thx To Hamariweb Ubh Tu Mujhay Laghta Hay Uss Ko Meriweb Kehna Shuro Kar Dun ,,,,Kuch Bee Kah Lo Hamariweb Lajawabh Hay,,,Ju Ajh Hay Pas Wo Ubh Bee Laghta Bas Khabh Hay

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1255094 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.