Mein Salman Hun(Episode 40)

(HuKhan, Karachi)

Jabh Say Salman Nay Nida Ki Ammi Banu Ko 3000 Kay Naye Note Diye Thay ,,,,,,,,Wo Agh ,,,,,,Pani Ban Gai Thee,,,,,Nida Nay Salman Ko Dekha,,,,,Laghta Hay ,,,,,,,,,Khubh Thoos Thoos Kay Khaya Hay,,,,Baree Lali Aa Rahee Hay,,,,,,Wahein Reh Jana Tha Na,,,,Salman ,,,,Muskara Diya,,,,Un Ka Ghar,,,Balkay,,,Mahal ,,,,,Bahut Bara Tha,,,,,Wahan ,,Mera Dumm ,,,,Ghut Ta Tha,,,,Soch Kay,,,Pata Hay ,,,,,,Hum Ju ...Chotay Chotay Logh Chotay Chotay Gharun Mein Rehta Hein Na,,,,,,,,Iss Se Bara Faida Huta Hay,,,,,,,,,,,,Chotee Gaz Bhar Ki Qabar Mein,,,,,,Dumm Nahi Ghut Ta,,,,Wesay Wo Logh Un Ka Rehan Sehan...Bahut Ajeeb Hay,,,,,Mujay Tu Koi Aur Hee Makhlooq Laghtay Hein Wo Sab,,,,Unn Ka Hansna ,,Ghusa Karna,,Khana Peena,,,,Sab Kuch Hum Say Alagh,,,,Nida Nay Uktaye Huay Lahjhay Mein Kaha,,,,,,,,Ubh Bas Bee Karo,,,,Un Loghun Ki Artee Utarna,,,Sab Insaan Ek Say Hee Hutay,,,,,,Bas ,,,,,Asla Farq Tu Hum Sab Kay Andar Kay Hay,,,,,,,,Tum Jin Cheezun Ki Baat Kar Rahay Hu Wo Sab Ka Sab Zahir Hay,,,,,,,,,,Laibaas,Khana,Taleem,,,,Chalna Pherna,,,,,,,,,,Ye Sab Ka Sab Badal Jata Hay,,Zara Sa Paisa Aya Nahi,,,,,,,,,,Khud Ka Zahir Badal Lo,,,,,,,,Andar Ki Tabdeli Kay Liye Ek Umar Darkaar Hutee Hay Ya Pher Koi Asa Tofaan Jis Se Insaan ,,,,Totay Huay Patay Ki Tra ,,,,,,,,,Yahan Se Wahan Ka Safar ,,,,Lamhun Mein Taye Kar Lay,,,,,,Salman Muskara Kar ,,,Kamray Kay Andar Chala Gia,,,,,,,,,Kia Jeeb Larki Hay,,,Koi Halki Baat Isay Mutasir Hee Nahi Kartee,,,Bahut Achi Larki Hay ,,,,,,,,,,Bas Iss Ko Koi Samajhnay Wala Mil Jaye,,,,,,,,,Apnay Ghar Ki Hu Jaye,,,,,,,,,Bahut Achi Bv Aur Zimadaar Maa Ban Saktee Hay ,,,,,,Wo Abee Bed Par Laita Hee Tha,,,,,,Ek Becheni See Uss Kay Andar Dastak De Rahee Thee,,,Jabh Kay,,,Sakoon Bee Tha ,,,,,Makaan Ka Karaya De Kar Bee Uss Kay Pass Kuch Pasay Bach Gaye Thay,,,,,Usay Kici Qadar Sakoon Tha,,,Uss Ki Waja Bee Thee,,,,,,Kuch Dino Kay Liye Wo Nida Ki Ammi Ki Firing Se Mehfooz Tha,,,,,,,Wo Karaya Nahi Bullet Proof Jacket Thee,,,,,,,,,,Kitni Taqat Hay In Kaghaz Kay Tukroun Mein,,,,,,Ubh Ye Humaree Izat,Sakoon Ka Faisla Kartay Hein,,,,,Asay Ek Du Kaam Aur Mil Jaein Tu ,,Wo,,,,,,,,Thoraa Saa Khush Hal Hee Hu Jaye Ga,,,,,Kam Se Kam Rotee Aur Thikanay Ka Ehsaas Mehfooz Hu Jaye,,,,,,Shaied Kuch Khareed Bee Loun Kam Se Kam Ek Juta Hee Sahi,,,,,,,,,,Yaar Sab Hu Jaye Ga,,,,,,Uss Nay Khud Ko Tasalee Dee..........Meray Rabh Kay Kaam Hein Mein Khamkha Hee Dakhal De Raha,,,,Bas Dua Hay Kaam Mera,,,,,,,,Wo Mein Kartay Rehna,,,,,,,Wo Muskara Diya(Jaree Hay)

HuKhan
About the Author: HuKhan Read More Articles by HuKhan: 1124 Articles with 1254891 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.