Chand Bahut Chotaa Saa Hu Rahaa
Tha Magar Uss Ki Rohsni Pori Emaandari Say Zameen Ko Manawar Kar Rahee
Thee,,,,,,Chotay Say Ghar Kay Sehan Mein Salman Ki Baat Sun Kay Bano Ghusay Say
Sar Inqaar Mein Hilaa Kay Boli,,,,,,Sawaal Hee Nahi Paida Huta ,,,,,Ek Bachay
Kay Baap Say Bachi Biah Dun Mein,,,,Ubh Wo Asa Bee Bojh Nahi Jisay Kici Musibat
Ki Tra Utha Phenkun,,,,,Uss Kaa Baap Kabi Nahi Manay Ga,,,,,,Shariqay Mein Hum
Kia Munh Dikhaein Gay,,,Hum Ghareeb Zaroor Hein Magar Meri Nida Koi Aam See
Larki Nahi Hay Wo Apna Acha Bhala Samjhtee Hay,,,,,Poray Khandaan Mein Uss Jeci
Koi Ek Bee Larki Nahi,,,,Salman ,,,,Nay Huslay Say Kaha,,,Dekhiye,,,,,Mein Aap
Say Pehlay Hee Keh Chucka Hun,,,,,Mujhay Iss Mamlay Mein Bilkul Bee Nahi Bolna
Chaiye,,,,,,Magar,,,,,Kuch Asee Batein Hein,,,,,Ju Ap ,,,,,Ko Nida Ki Hamdard
Ban Kay Hee Sochna Hun Gee Na Kay Maa Ban Kay,,,,Ubh Wo Bachi Nahi Hay,,,,Iss
Mein ,,Koi Shaq Nahi,,,,,Wo Ek Bachay Ka Baap Hay,,,,Ye Koi Gunah Nahi,,,Paara
Likha Bnda Hay,,,,,Wo Ghar Par Driver Hay Jabh Kay Wo Un Ki Factory Ka Driver
Tha Uss Ki Sharafat Aur Khandani Pan Dekh Kay Hee Du Jawaan Larkion Walay Ghar
Mein Uss Ko Transfer Kar Diya .......Wo Ajh Bee Factory Kaa Hee Mulazim Hay
,,,,,,,,,,Jabh Wo 60 Saal Ka Hu Jaye Ga Usay Social Security Say Baqaidaa
Pension Milay Gee,,,,,Saal Mein Uss Ko Chutiaan Miltee Hein ,,,,,,,,,,,Wo,,,,Na
Karay Tu Uss Kay Pasay Miltein ,,,,,Hein,,,,Medical Company Ka Hay,,,,Graduity
Milay Gee Ju Kay Lakhun Mein Hutee Hay,,,,,Shakal Ka Acha Hay,,,,Bas Ek Bohree
Maa Hay Ek Baita Hay Uss Ka Qul Asaasa,,,,Baqi Rahay Ap Kay ,,,,Reshta
Daar,,,,Ju Serf Kaam Bighaar Saktay ,,,Bana Nahi Saktay,,,,Han ,,Kabi Un Loghun
Nay Aap Ki Ya Nida Kay Kal Ki Fiqar Ki,,,,,Nida Sab Say Alagh Hay Qun Kay,,,,Ap
Nay Uss Ko Fazool Kisam Kay Reshta Darun Say Dour Rakha Hua
Hay,,,,Bano,,,,,Hairat Say Salman Ko Dekh Rahee Thee,,,,,Wo Un Ka Koi Bee Nahi
Tha,,,,,Magar,,,,,,,,,,,Ubh Bahut Kuch Lagh Raha Tha,,,,Bano Ko Tu Salman Bee
Bahut Pasand Tha,,,,,,,Magar Uss Kay Agay Pechay Koi Nahi Thaa,,,,,Salman Nay
Bano Ko Neem Razamand Dekha Tu,,,,Akhri Tasalee Dee,,,,,,,,Ap Ko Kon Keh Raha
Hay Ap Kal Hee Shadi Kar ,,,,Lo,,,,Apni Pori Tasalee Kar Laina,,,,,Uss Kay Ghar
Bee Mein Ap Loghun Kay Sath Jaon Ga,,,,Karim Sahib Bee Uss Ki Zamanat Dein
Gay,,,,,Bano Nay Kahaa Acha Dekhein Gay,,,,,Salman Uth Kay Apnay Kamray Mein
Chala Gia,,,,,Darwazay Par Jaani Pehchani See Dastak Hui(Jaree Hay)