Dekhu ,,,,Faraz,,,,,Insan Acha
Ya Buraa Nahi Huta Bas ,,,,Khiyalaat Mein Farq Huta Hay,,,I Mean It Could Be
Difference Of Opnion ,,,,,,,Bas,,,,,Uss Ki Soch Ko Durast Simat Dena Hutee
Hay,,,,Qaiel Kar Lo Ya Qaiel Hu Jao....Rozi,,,,,,Kici Teacher Ki Tra Faraz Ko
Samjha Rahee Thee,,,,You Got Buisness Degree It Dose Not Mean You Can Tolerate
Simple Things In Life,,,,Faraz Nay Rozi Ko Hamesha Ki Tra Sanjeeda Dekha Tu
,,,,Usay Bay Naam Se Bay Unwaan See Uljhan Hunay Lagi....Wo Dar Raha Tha Kay
Kahein Ye Uljhan Koft Mein Na Badal Jaye,,,,,Rozi Ki Baree Behan,,,,,Ju Kay
Zahir Hay Bahut Hee Naz U Num Mein Pali Barhee Thee Us Ka Canada Se Phone Aya
Tha Aur Wo Bahut Upset Thee,,,,,Uss Ki Family Bee Uss Ki Waja Say Bahut Upset Hu
Rahee Thee,,,,,,,,Maa Tu Kehnay Wali Thee Wo Foran Wapis Pakistan Aa
Jaye,,,,Magar Rozi Kay Samjhnay Par Wo Filwaqt Ruk Gai Thee,,,,Magar,,,,,,Rozi
Ye Jantee Thee Uss Ki Behan Ki Ek Aur Call Say Wo Bee Maa Ko Nahi Rok Sakay
Gee,,,,,Faraz Aur Uss Ki Maa Bee Pareshaan Say Hu Gaye Thay Qun Kay Rozi Ko Bee
U K Hee Jana Tha Zara See Garbar Sara Mamlaa Khurabh Kar Saktee Thee,,,,,Rozi Ko
Faraz Aur Uss Ki Maa Ki Pareshani Se Koi Bee Sarokaar Naa Tha,,,,,Magar Wo Apni
Behan Ko Khush O Khuram Aur Abaad Dekhna Chahtee Thee,,,,,Uss Nay Behan Ko
Samjhnay Kay Liye Canada Call Ki Thee Magar Uss Ki Behan Call Receive Nahi Kar
Paa Rahee Thee,,,,,Faraz Ko Wo Samjha Rahee Thee Kay Zindeghi Mein Sab Ek Saa
Nahi Rehta,,,,,Abhee Uss Ki Baat Mukamal Naa Hui Thee,,,,,Kay Phone Ki Bell
Bajhnay Lagee,,,,Rozi Nay Phone Uthayaa ,,,,,Dosree Taraf Uss Ki Behan Canada Se
Line Par Thee,,,,,Faraz Nay Shukar Kiya,,,,,,,Ubh Rozi Uss Ko Samjha De
Gee,,,,,Mamla Bigharnay Say Bach Jaye Ga,,,,,Usay Hairat Hu Rahee Thee Pakistan
Se Kahein Behtar Aur Mehfooz Life Wahan Thee,,,,Har Chese
Behtar,,,,,,Health,,,,Education,,,,Living Standard,,,,Envirement,,,,Life
Security,,,,,Sab Kuch Tha....Yahan Kia Tha ,,,,Badnazmi,,,,,Dhuka.....Jhoot
Faraib,,,,,Inhee Sochun Mein Gum,,,,Uss Ki Nazar Rozi Par
Paree,,,,,,,,,,,Tu,,,,(Jaree Hay)