Mujhay Maloom Hay Kay Maa Kay
Baad Ubh Mein Na Kici Ka Laal Hun Naa Hee Chand Hun,,,,,,Qun Kay Pechlay Kai
Barasun Se Mein Bahut Se Waris Hunay Kay Bawajoodh Bee Lawaris Hun,,,,Agar Mein
Kici Ka Chaand Huta Tu Tanha Ek Pal Bee Na Rehta,,,,,Qun Kay,,,Chaand Kabi Bee
Tanhaa Nahi Rehta,,,,,Sitarun Kay Jharmat Mein Jhilmilataa Rehta Hay,,,,,Apni
Roshni Na Hunay Kay Bawjoodh Bee Sitarun Aur Bhut See Kahkahaown Ki Mehfil Nay
Usay Na Khtam Hunay Wali Chandni De Rakhee Hay,,,,Qudrat Nay Usay Tanhaiee Say
Bacha Rakha Hay,,,,Udassi Se Kosun Meel Dour Rakha Hay,,,,,Wo Asmaan Ka Chaand
Hay Aklota,,,,Tanha,,,,,Na Khtam Hunay Wali Chandni Nay Usay Sab Se Munfarid
Bana Rakha Hay,,,,,Wo Muhabat,,,,Ishq,,,,,Mehboob,,,,,Khubhsorati Ka Asa Nishan
Hay Jisay Sadiaan Bee Na Mita Sakein,,,,,Ajh Bee Jabh Samandar Sehra Ya Jungal
Mein Musafir Bhatak Jaein,,,Tu Bas,,,,,Wo Rahnuma Bee Ban Jata Hay,,Aur,,,,,Jabh
Ishq,,,,Piaar,,,,Rahnumaiee Karnay Lagay Tu,,,,,Iss Se Bahr Kar Aur Kia
Khshbakhtee Hu Gee,,,,,,Rozi Khamoshi Se Salman Ko Dekhtee Rahee,,,,,Wo Sun
Rahee Thee,,,,Magar Haal Se Bay Taluq Thee,,,,Bas,,,,Ek Awaaz Uss Kay Kanu Se
Mustaqil Takraa Rahee Thee,,,,,Salman Khamosh Hu Gia,,,,,,Rozi Ki Nazrein Apnay
Chahray Par Jamee Huee Dekh Kay,,,,Iss Thand Mein Bee Usay Paseenay Anay
Lagay,,,,,Rozi Apni Nazrein Uss Kay Chahray Par Chor Kay ,,,,,,Kahein Aurr Hee
Gum Hu Gaee Thee,,,,Meri Ankhun Ko Teray Chahray Ki Adat Na Hu
Jaye,,,,,,,,,Kahein Ye Adat Duaown Mein Na Badal Jaye.Kamray Mein Serf Khamoshi
Ki Hukmaraani Thee,,,,,Rozi Nay Salman Ko Dekha,,,,Salman,,,,,Kis Nay
Kahaa,,,,,Hay,,Kay,,,,,,,Tum Tanha Rahu,,,,,Rozi Nay Apni Nazrein Uss Kay
Chahray Se Hutaa Lee,,,,Magar,,,,,Uss Ki Ankhein Shaied Abhee Thakee Naa
Thein,,,,,,Salman,,,,,Us Kay Sawaal Par Muskara Diya,,,,,,,Etmenaan Say
Bola,,,,,Humein,,,,Koi Batata Ya Kehta Nahi,,,,,Humein,,,,Khud Se Parhna Parta
Hay,,,,,,,,,,Salman Nay Apnay Hath Ki Hatheli Ko
Dekha,,,,,,,,,Bola.....Bas,,,,Lakeerin Parna Ana Chaiye,,,,Ju,,,,Khud
Kamzoor,,,,Bay Sahara Hutay Hein,,,,,Wo,,,,,Kici Ka Saharaa,,,,Ya,,,,,Taqat Nahi
Bana Kartay,,,,,Mein Uss Tamashaiee Ki Tra Hun,,,,,Ju Stadium Mein,,,Serf
Muqablay Ya Khel Ko Dekh Sakta Hay,,,,,,,Ya,,,,,Tu Jeet Ki Taali,,,,,Ya,,,,,Haar
Ka Afsoos Kar Sakta ,,,,,,,,,,Magar Mujh Se Logh Khel Ka Hisa Nahi Bana Kartay
(Jaree Hay)