Mosa Sultan Ek Naam Tha Jis
Kay Pechay Ek Tareekh Thee Ek Dastaan Jis Ka Ek Ek Haraf Khoon Se Likha Gia
Tha ,,,,,,Khoon Bee Asa Ju Bay Zuban Cut Janay Par Bee Haq Bolta Tha Ju Bazo
Cut Janay Par Bee Kamzoor Aur Be Saharay Ka Sahara Banta Tha Jis Mein Wafa
Thee Shaheed Thay Ghazi Thay Ye Pusht Dar Pusht Se Mosa Khalatay
Thay,,,,Hawa Bee In Kay Elaqay Se Soch Samajh Kay Guzartee Thee,,,,Sab Be
Deen Taqatein Akhatee Hu Gein Thein,,,,,,,,,Mosa Qabilay Kay Muthee Bhar
Zameer Faroshun Ki Waja Say In Kay Meelon Phalay Huay Qabail Simat Kay Ek
Jagah Mehsoor Hu Gaye Thay Zuhar Ki Namaaz Se Faright Hunay Kay
Baad,,,,Zakhmion Kay Liye Har Tara Ki Mumkin Madad Faraham Karnay Ki Koshish
Karnay Kay Baad Aurtoun Bachun Aur Borhun Ko Mehfooz Panagah Ki Soch Bchaar
Shuro Kar De Gaee Thee,,,,Mosa Sultan Apnay Zakhmun Se Be Parwa Sa Har Tara
Say Apnay Loghun Ki Madad Aur Pher Say Zindeghi Ko Rawaa Dawaa Karnay Ki
Fiqar Mein Laga Hua Tha Har Taraf Khamoshi Sogh Saa Tha,,,,Shaam Ko Du
Bachay Lakree Ki Talwaarun Say Gaon Kay Maidaan Mein Lar Rahay Thay Unn Ko
Khelta Dekh Kay Sultan Ki Ankhein Bheegh Se Gein,,,,,,,,Uss Ka Khoon Iss Kay
Loghun Kay Khoon Mein Bahaa Tha,,,,,,,,,,,,Uss Kay 70 Sala Bohray Mosa Jabir
Nay Panahgah Ki Taraf Janay Kay Bajaye Bahut Se Dusmanu Ko Jahanum Wasil Kia
Tha........Jabh Talwaar Tot Gaee Bazoo Cut Gaye Tu,,,,,,,,,,,Uss Nay Sar
Dushman Kay Hawalay Kar Diya,,,,,,,Dushman Nay Jangh Mein Sab Jaiez Kay
Maqolay Par Amal Kiya Aur Borhun Bachun Aurtoun Bemaarun Kici Ko Bee Nahi
Bakhsha,,,,,Dushman Bahut Kamina Hay Sultan,,,,,,,,,,,,Humein Uss Ki Aghlee
Chaal Ko Usi Kay Demagh Se Hee Sochna Hu
Ga,,,,,,,,,,,,,,Agar,,,,Tumhara,,Saya Bee Hum Se Chin Gia Tu,,,,,,,,,Sultan
Nay Hath Utha Kay,,,,,,,,,,,Apnay Sab Se Aziz Aqal Mand Dost Ahmed Ko
Khamosh Karwa Diya Wo Umar Mein Mosa Se Bahut Chota Tha,,,Magar Poray
Qabilay Mein Ahmed Sa Zeerak Koi Na Tha,,,,,,,,,,,Sultaan Nay Ahmed Ko Dekha
Uss Kay Chahray Par Bala Ka Khuf Magar Ankhun Mein Umeed Thee,,,,,,,,,,,,Wo
Janta Tha ,,,,,,,,Mein Hee Uss Ki Ankhun Ki Umeed
Hun,,,,,,,,,,,,Ahmed,,,,,,Yahan Ka Ek Ek Bacha Sultaan Hay,,,,,,,,,,,,,,Ek
Ek Maa Shaeed Ki Maa Hay,,,,,,,,,,,,,,,,,Ye Sab Dushman Kay Liye Bahut Jald
Abaabeel Ban Jaein Gay,,,,Samnay Say Arab Poet Farhad ,,,,,,,Aya,,,,Wo Atay
Hee Sultan Se Lipat Gia,,,,,,,,,,,Us Ki Hichkee Bandh Gaee,,,,,,Sultaan Nay
Farhaad Ki Qamar Thapthapaee ,,,,,,,,,,,Farhad ,,Mard ,,,,,,Roya Nahi
Kartay,,,,,,,,,,,,,,Farhad Nay Sultaan Kay Hath Ko Choom Lia,,,,,,,,,,Ye
Khushi Kay Ansoo Hein,,,,,,,,,,,,,,,Khuda Humein Barbaad Nahi Karna
Chahta,,,Werna,,,,,,,,,,,,,Tum Humaray Darmiyaan Nahi,,,,,,,,,,Hutay,,,,,Iss
Kay Baad Bahut See Chandi ,,,,,,,Sultan Kay Qadmoun Mein Daal
Dee,,,,,,,Khushhi Se Kahaa,,,,,,,Ye Meri Taraf Se(Jaree Hay)