Mein Salman Hun(Episode 73)

(HuKhaN, Karachi)

Nida Kay Ghar Walay Bahut Mutmaein Hu Kay Ghar Lotay Thay Wo Amjad Ki Chotee See Family Se Khush Thay Ek Bohree Maa Thee Ju Ajh Hay Kal Nahi Amjad Seeda Sada Sa Insaan Tha Bas Bachay Ki Soteli Maa Say Darta Tha Salman Nay Uss Kay Demagh Mein Bitha Diya Tha Ka Nida Na Serf Uss Kay Bachay Maa Balkay Poray Ghar Ko Sambhaal Lay Gee Iss Tra Se Wo Ghar Maa Bachay Se Bay Fiqar Reh Paye Ga Iss Sab Kay Baad Salman Ka Kaam Asaan Hu Gia Tha Bahut Jald Nida Apny Ghar Ki Hu Jaye Gee Baqiya Zendeghi Wo Ek Mard Kay Naam Kay Sath Guzaray Gee Kuch Arsay Mein Us Ka Dil Bee Lagh Jaye Ga Bano Salman Ki Bahut Shukar Guzaar Thee Usay Bahut Afsoos Tha Kay Uss Nay Uss Ko Bahut Bura Bhalla Kaha Tha Magar Uss Nay Baat Dil Mein Rakhnay Kay Bjaye Ghar Kay Ek Fard Ki Tra Socha Jis Se Usay Nida Ki Baat Yaad Ayee,,,,,,,,,,,Maa Dekh Laina Ek Din Tu Apnay Rawaiye Par Bahut Pchtaye Gee Jabh Salman Ki Asliat Khul Kay Aye Gee ,,,Wo Bahut Alagh Hay Sab Se,,,Us Kay Halaat Se Usay Na Tollaa Karo Halath Kab Ek Say Rehtay Hein,,,,Theek Kehtee Thee Nida,,Meri Betee Ko Mujh Se Zayda Loghun Ki Pehchaan Hay,,,Ghar Wapis Aa Kar Us Nay Nida Kay Samnay Uss Ki Hunay Wali Susraal Ki Tareef Mein Zameen Asmaan Ek Kar Diye,,,,Nida Nay Zara Bee Intrest Na Liya Tu ,,,,,,,,,,,,Bano Ghusay Se Boli Acha Ja,,,,,,Salman Se Poch Lay,,,,,,,Iss Duniya Sab Se Zayda Tera Himaatee Aur Tu Uss Ki Himaatee Hay,,,,Humara Yaqeen Na Karna,,,,,,Uss Ki Har Baat Wazan Wali Hutee ,,,,,Hum Teray Maa Baap Tu Teray Dushman,,,,,,,,,,,,,,Nida Khamoshi Se Uth Kay Salman Kay Kamray Ki Taraf Chal Paree,,,,,Ghusay Say Boli,,,,,,,,,,,,,,Pochun Gee,,,,,,,,,,,,Uss Se Tu Zaroor Pochun Gee,,,,,,,,,,,Mera Buzargh Bana Hua Hay Ajh Kal,,,,Iss Ki Tu Mein,,,Maa Nay Hairat Se Nida Ko Dekha ,,,,,,,Boli,,,,,,,,,Hayeeeeeeee,,,,,,,Ubh Tu Us Se Pochay Gee,,,,,,,,,,,,Laray Gee Uss Se,,,,,,,,,,Ya ALAAH ,,,,,,,Ye Mein Kia Dekh Sunn Rahi Hun,,,Nida Ubh Salman Par Ghusa Karay Gee,,,,,Nida Nay Palat Kay Maa Ko Dekha,,,,,,Salman Se Nahi,,,,,,,,,Reshtay Wali Maasi Se Larnay Jaa Rahee Hun,,,,,,,,,,,,,Maa Ki Sans Mein Sans Aa Gaee Muskarnay Lagee(Jaree Hay)

HuKhaN
About the Author: HuKhaN Read More Articles by HuKhaN: 1124 Articles with 1195982 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.