Janghjuu (Warrior)Sultaan Episode 13

(hukhan, karachi)

UBH Asee Karee Zarabh Ka Waqt Tha Kay Dushamn Ko Apnee Sharaiet Par Laranay Kay Liye Asee Tadbeer Kerna Hu Gee,,,,,Kay,,,,,Maidaan Bee Humaraa Hu Ghoraa Bee Huamara Hu,,,,,,,,,Talwaar Bee Humaree Hu Bas Sar,,,,,,Dushman Ka Hu,,,,,Humein Apnay Elaqay Say Dour Jaa Kay Larna Hu Ga Hum Ahista Ahista Peechey Hutein Gay Yahan Tak Kay Hum Mosa Mein Dakhil Hu Jaein Gay,,,,,Iss Douraan Hum Serf Apna Difaa Karein Gay,,,,Asal Laraiee Mosa Mein Hee Laree Jaye Gee,,,,Sultaan Nay Khamoshi Say Teenu Ko Dekha,,,,,,,Zila,,,,Ahmed Farooq Sab Kay Chahray Agh Ki Tra Surkh Hu Rahay Thay,,,,,,,,,Ajh Ju Bee Baat Hu Gee ,,,,,,Bas,,,,,,,,Hum 4 Loghun Kay Sewa Kici Ko Kuch Pata Na Hu Ga,,,,,,,,Sultaan Nay,,,,Purazam Lahjhay Mein Kahaa,,,,,,,,,,,Mein Yahan Say 12 Km Dourr Ghnay Jangal Mein Un Ka Samnaa Karoun Ga,,,,Mein Shuro Mein Shistaahista Pechay Hutna Shuro Hun Ga,,,,Pher Akhree 5 Km Tofaan Raftaar Say,,,,,,,,,,Mosa Ki Traf Barhun Ga,,,,Iss Douraan Serf Teer Andaaz ,,,,,,,,,Un Par Agh Walay Teer Barsaein Gay,,,,,,,Meri Mout Ki Sorat Mein Farooq Kamaan Sambhalay Ga ,,,,Pher,,,,,,,Ahmed ,,,,,Pher,,,Zila,,,,,,Magar Zila,,Pehlay Aurtoun Bachun Ko Beemarun Aur Buzarghun Ko Tum,,,,,Kermaan Chor Kay Ao Gee,,,,,,,,Humaray Paas Waqt Kam Hay,,,,,,,,Tum ,,Logh ,,,,,,Is Hikmat Amli Ko Apna Lo,,,,,,,,Sultaan Nay Gehree Saans Li,,,,,Teenu Ki Traf Dekha,,,,,,,Jasay,,,,,,,Un Kay Kici Sawaal Ka Muntazir Hu,,,,,,,Zila,,,Nay Sultaan Ko Dekha Bina Eltehjhiya Andaaz Mein Kehna Shuro Kiya ,,,,,,,,,In Loghun Ko Kirmaan Tu Koi Bee Chaore Sakta Hay,Meri Zayda Zaroorat Yahan Hay,,,,,Sultaan Nay Hatmee Lahjhay Mein Kahaa,,,,Nahi,,,,,,,,Mein Kici Par Bhurosa Nahi Kar Skta,,,,Bas,,,Tum Nay Sabh Ko Yaqeen Delana Hay,,,,Kay Wo Jaldd Hee Mosa Mein Mojhdh Hun Gay,,,,,,,Shah E Kirmaan Ko ,,,,Majhboor Karna Hu Ga Kay Wo In Loghun Ka Bojh Kuch Dino Kay Liye Bardasht Kar Lay,,,,Badlay Mein Tum Logh Un Ki Zameenu Aur Baghaat Mein Kaam Kar Laina,,,,,,,Wahan Inn Ko Tahraa Kar Tum Nay Ultay Qadmun Palatna Hay,,,,,,Bas,,,,Baqi ,,,,,Baat Kal Hu Gee,,,,(Jaree Hay)

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1254413 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.