Raz-o-niyaz
(kiran shahzadi, Rawalpindi)
Aakhir Kar Uss Ne Wo Kam Karna
Chorr Dia Jiss Kam Se Uss Ko Khud Bhi Wahshit Hoti Thi Teen Din Pehly Ki Hi Baat
Hy Kuss Ne Mujh Se Ye Baat Kahi Thi K Wo Ab Masroor Sahib Ky Sath Mazeed Nahi
Reh Sakti Wo Ajeeb Se Shakhsiyat K Malik Hainwo Aksar Mera Hath Aisy Pkrr Laity
Hain Jaisy Main Un Ki Bandi Hun Mery Elawa Ginti Ki Teen Khawateen Hain Mujhy
Nahi Lagta K Wo Bhi Masroor Sahib Ki Nazar Se Bachi Hown Gi Orat Majboor Ho Kr
Kam Zaroor Karti Hy Mgr Iss Ka Matlab Ye To Nahi K Mard Usy Apni Malkiyat
Samajhny Lagy Iss Moashry Ny Orat Ka Jeena Dhobar Kr Rakha He . Main Ne Ussy
Tasli Di Or Kaha K Tum Ne Acha Kia K Mujh Se Ye Baat Sher Ki Main Uss Se Kia
Kehti K Masroor Sahib Ki Shakayat Bhi Uss Se Kr Rahi Ho Jo Khud Bhi Masroor
Sahib Se Khofzada Rehti He Bhai Ka Dheyan Sirf Khany Pe Hota Tha Or Un Ka Dheyan
Mujh Pe Wo Mujh Pe Nazrain Jamaye Rakhty Thy Un Ki Nazar Main Main Aisa Khelona
Hun Jiss Se Khel Kr Wo Bhi Apna Dil Behlana Chahty Hain Roty Roty Jaisy Hi Rabia
Ki Nazar Parri To Rukhsar Ki Reh Jany Wali Chabi Thi Wo Kheyalat Se Bahir Nikli
To Rukhsar Ka Naam Uss K Muh Se Nikla Wo To Chabi Yahin Chorr Gai Jaisy Hi Wo
Bhagti He Or Darwazy Tk Pohnchti He To Darwaza Kholty Hi Bahir Nikalti He To
Samny Masroor Sahib Khary Hoty Hain Wo Us K Hath Se Chabi Pakar Kr Garri Ki Trf
Ishara Karty Hain To Gari Main Rukhsar Bethi Hoti He Rabia Ko Apni Be Bsi Pr
Ghusa Aa Jata He Or Masroor Sahib Chbi Le Kr Gari Ki Trf Bharr Jaty Hain