WO Apne Maa Baba Ke Saath Ek
Bhut Achi Zindagi Guzar Rahi Thi Shahfaaf Her Roz Bhut Pursakoon Or Zindagi Ko
Bhut Komal Maan Ker Basar Ker Rahi Thi WO Apne Ghar Main Apne Baba Ke Sab Se
Zada Kareeb Thi Shahfaaf Ke Baba Usko Bhut Chahate Or Her Ulaad Se Bad Ker Piyar
Kerte Shahfaaf Apne Baba Ke Saath Her Jagha Jaya Kerti Or Raste Main Baba Ki
Ungli Thamay Baba Se Baten Kerti Shahfaaf Sirf 8 Saal Ki Thi Lekin Uske Baba
Usko Ek Badey Ki Tarhan Sab Sikhaten Samjhte Phir WO Chaha Y Rasten Samjhana Ho
Ya Phir Deen Ki Thazeeb O Tameez Dena Ho Or WO Bhi Bedal Chalte Howe Kabi Baba
Se Ye Shikayat Nain Kerti Ke WO Thak Gai Hai Sab Ghar Main Shahfaaf Ko Hi Age
Ker Deten Jab Bhi Baba Se Kuch Bhi Lena Hot A Or Baba Bhi Shahfaaf Ko Nain
Taaltey The Shahfaaf Ki Ek Behain Or Do Bhai Or The Ase Nain Tha Ke Shahfaaf Ke
Baba Apni Baki Ulaad Ko Piyar Nain Kerten The WO Sab Ko Chahatey The Lekin
Shahfaaf Unke Ankh On Ka Noor Thi Shahfaaf Ki Ami Bhi Shahfaaf Or Uske Baba Ke
Darmiyan Nain A Pati Thi .Jahan Zindagi Is Kadar Pur Sakoon Achi Thi Wahai Hi
Shahfaaf Ke Baba Ke Jane Wale Shahfaaf Ko Apnea Ghar Ki Beti Banana Chahten The
Lekin Shahfaaf To Abi Sirf 12saal Ki Hai Shahfaaf Ke Baba Ne Unko Khaha Unke
Khehane Ke Mutabik WO Abhi Sirf Baat Kerna Chahaten The Rehan Bhai Hum App Se
Baki Jab Tak Shahfaaaf Badi Nain Hojati Tabtak Ap Shahfaaf Ko Humari Amanat Ke
Tour Per Apne Pass Rakhey Or Phir Hum Is Barry Main Soche Gen .Baki Khuda Ko
Manzoor Ayaan Ali Baat Kerne Ke Bad Rukhusat Ho Gey .
Wida Leten Hain Phir Milne Ko.