Shahafaaf Ab Apne Baba Ke Or
Bhi Kareeb Thi Jese Jese Waqt Beet Raha Tha Wase Hi Shahafaaf Bhut Zada Ba
Shawer Hoti Ja Rahi Thi Shahfaaf Sirf Naam Ki Hi Shahfaaf Nain Thi Balke ALLAH
Ne Uske Naam Ki Her WO Pakezagi Uski Zaat Mai Ata Ki Thi Jo Her Waliden Chahaten
Hain Ke Unki Beti Main Hon Ab Shahfaaf Ko Ek Bhut Zada Mushkil Tareen Door Se Do
Char Hona Tha Or WO Is Se Lailam Apni Zindagi Ki Lahron Main Rang E Nooh Bharne
Main Maskoor Thi Lekin Zindagi Humasha Hi Kenwas Per Saji Ek Painting Nain Hoti
Ye Insaan Apni Dhun Main Bhool Jata Hai Or Shahfaaf Bhi Is Ane Wale Zindagi Se
Anjaan Thi Ek Din Baba Dopher Ko Shahfaaf Ke Saat Jab Use School Se Ghar Leker
Aye Shahfaaf Usdin Bhut Khush Thi Kunke Baba Ne Shahfaaf Ko Nai Baisikal Laker
Di Thi Or WO School Se Usi Per Baba Ke Saat Ghar Luti Thi Baba Khana Kha Ker
Aram Kerne Let Gaye Or Shahfaaf Apni Nai Baisikal Apne Sab Doston Ko Dekhane
Chali Gai Ghar Main Sab Khush The Kunke Shahfaaf Or Baba Khush The Lekin
Shahfaaf Ko Nain Malum Tha Ke Baba Ke Tarf Se Ye Uske Liye Ab Ek Akhiri Tohafa
Hai Ke WO Aj Akhiri Bar Baba Ke Saat School Se Ghar Tak Rasta That Kerke I Hai
Ab Baba Kabi Uske Saat Nain Hogey Na Uske Anson Saaf Kerne Ko Name Uski Ungali
Thamker Sadak Par Kerwane Ko Jab WO Shamko Baba Ke Pass I Baba Ap Ne Sham Ki
Namaz Ada Nain Ki Abi Tak Ami Ne Bataya Chaliye Chal Ker Main Appko Wazu Kerwati
Hon Or Ab Ap Or Main Ek Saat Hi Ada Ker Leten Hain Namaz Lekin Uske Awaz Dene PR
Bhi Jab Baba Nain Jage To Shahfaaf Ne Pass Jaker Jagana Chah Lek In Na Baba Jage
Or Na Shahfaaf Wahan Se Hill Saki Ab Shahfaaf Tanha Thi Ami Ne Ab Shahfaaf Ko
Baba Ki Tahran Sambhalana Shoro Ker Diya Lek In WO Baba Ko Kese Bhool Jati Jinke
Saat WO Dost Ki Tara Her Lamha Her Ehasaas Banti Thi Shahfaaf Ab 15 Saal Ki Thi
Lek In Sirf Umar Se Lek In Asal Main To Uske Shawoer Ne Usko Bhut Bada Or
Samjhdar Bana Diya Tha Shahfaaf Koi Amm C Ladki Nain Thi Uske Pass ALLAH Ki Di
Howi WO Koowat Thi Jo ALLAH Apne Khas Bandon Ko Ata Kerten Hain.
WIDA LETN HAIN PHIR MILNE KO.