Zila,,,,,,,,Ki
Ankhein,,,,Sultaan Kay Chahray Ka Tuaaf Kar Rahee Thein,,,,Jasay ,Ubh Wo Dubara
Iss Robh Daar Chahray Ko Na Dekh Paye Gee,,,,,Sultaan Uss Ki Ankhun Ka Peghaam
Samajhta Tha,,,,,Wo ,,,Zila Kay Qareeb Gia ....Usay Apni Talwar Dee,,,,,,Pata
Hay Zila ,,,,,,,,,,Jabh Ishq,,Muhabat,,,,Tablaa,,Saranghee,,,,Bajhnay Lagay Aur
Talwaar Ki Jhankaar Ki Jgah Raqasaa Kay Ghunghroo Ki Awaz Foqiyat Ley Jaein Tu
Allah Un Par Ghulami Asaan Zameen Tangh Kar Deta Hay,,,,,,,,,Hum,,,,,,Ubh Resham
Kay Laibaas ,,,,,Araam Deh Khabh Gahein Londiaan Ghulaam Ye Sab Humaree Manzil
Nahi,,,,Ubh Ghoray Ki Peeth Araam Kay Liye Khema Hee Humaree Manzil Aur Araamgah
Hu Gee,,,,,,,,,,Ubh Duniya Chaiye Magar Izat Kay Sath,,,,,Azmat Chaiye Magar
Ehsaas Kay Sath,,Doulat Chaiye Magar Insaaf Kay Sath,,,,,,,,Zila Nay Sar Jhukka
Kay Apni Mansha Ka Izhaar Kiya,,,,,,,,Ghoray Par Sawaar Hutay Huay Uss Ki Ankhun
Mein Ansoo Thay,,,,,,,,,,,Us Kay Dil Ka Bojh Halka Hu Gia Tha,,,,,,,,Uss Nay Iss
Waqt Kay Bahadur Gherat Mand Insaan Say Ishq Ka Izhaar Kar Diya Tha Uss Ko Bhut
Etmenan Tha Sultaan Ajh Bee Sultaan E Azam Tha Budeli Uss Ko Chuu Kay Bee Na
Guzree Thee,,,,Mout Ajh Bee Uss Ko Nahi Daraa Saktee Thee,,,,Wo Kal Bee Sab Sey
Alagh Tha Wo Ajh Bee Sab Se Azeem Hay,,,,,,,,Sultaan Apnay Khemay Mein Jisay War
Room Ki Haisiyat Hasil Thee,,,,,,Dakhil Hua Tu Farooq Aur Ahmed Bilkul Asay
Fresh Thay Jasay Raat Jaghee Na Hu Balkay Soo Rahay Hun,,,,,,,,,,Ahmed Nay
Sultaan Ko Kuch Dier Araam Karnay Ka Mashwara Diya,,,,,,,,,Sultaan Muskara Diya
Ubh Tu Zila Bee Nahi Ju Kehwaa Laa Kar Pilaa De,,,,,,,,,Farooq Sharatee Andaaz
Mein Bola,,,,,,,,,,,Kehwaa Yaad Arha Hay,,,,,,,,Ya ,,,,,,Kehway
Wali,,,,,,,,,,,,Sultaan Halka Sa Muskara Diya,,,,,,,,,Iss Waqt Bee Tumharee Ragh
E Zarafat Aroojh Par Hay,,,,,,,,,,,Farooq Muskara Diya,,,,,,,,,Ye Meri Baat Ka
Jawaab Nahi Hay,,,,,,,,,,Sultaan,,,,,,,Meri Talwaar Zila Lay Gaee,,,,,Usay Mein
Nay Bata Diya Hay Kay Wo Mujhay Bhut Pasand Hay,,,,,,,,,(Jaree Hay)