Mein Salman Hun (Episode 92)

(hukhan, karachi)

Nida Ki Ankhun Mein Ansoo Aa Gaye Salman Bamushkil Hockey Stick Pakar Kay Washroom Mein Ghusnay Ki Koshish Kar Raha Tha ,,,,Uss Ka Dil Kia Bar Kay Salman Ki Mushkil Ko Asaan Kar Dey Magar Janay Qun Us Mein Shidat Say Ye Khahish Dua Ban Kay Ubhalnay Lagee,,,,,,,,,,Salman Ko Kbi Kici Sahary Ki Zarorat Na Paray,,,,Ye Hamesha ,,,,,Bina Saharay Kay Mazbooti Se Zendeghi Ki Ankhun Mein Ankhein Daal Kay Jiye,,,,,,,Zamanay Nay Usay Kam Umeri Mein Hee Sanjheedghi Ata Kar Dee Thee,,,,Kam Bolna Zayda Suntay Rehna Jabh Bee Bolna Naap Tol Kay Bolna,,,,,,,,,,Serf Muskrana ,,,,,,,,Asa Laghta Tha,,,Jasay ,,,,,Ye Muskaan Bani Hee Uss Kay Labhun Kay Liye Hu,,,,,,Salman Wapis Kamray Ki Janibh Chal Diya,,,,,,Nida Nay Muskara Kay Kaha Saharaa Liya Bee Tu Bejaan Lakree Ka Hee Liya,,,,,,,Qun Darty Hu Gosh Posht Kay Insanu Say,,,,,,,,,Salman Nay Apni Makhsoos Muskarhat Ka Jalwa Dekhaya Tu Nida Ko Apni Mehnat Wasool Hutee Nazar Anay Lagee,,,,,,,,Salman Nay Dheemay Lahjhay Asay Kaha Jasay Koi Sun Lay Ga Tu ,,,,,,Baat Ka Wazan Kam Hu Jaye Ga,,,,,,,,,,,Mohtarma,,,,,,,,,,Jabh Tak ,,,,,,,Buzdil Na Hun Gay,,,,,,,Bahaduron Ki Qadar Kon Kray Ga,,,Jeetnay Kay Liye Ek Harnay Wala Hamesha Darkaar Huta Hay,,,,,Nida Sanjhdeeghi Say Boli,,,,,,,,,,,Aur Wo Buzdil Harnay Wala ,,,,,,,,,Mr Salman ,,,,,,Hay,,,,,,Hay Na,,,,,,,,Salman ,,,Nay Etmenaan Say Nida Ko Dekha,,,,,,,,,Dono Kandhay Uchkaa Kar Hontun Ko Milaa Kar ,,,,,,Not For Ever,,,,,,,,Keh Kar Kamray Ki Taraf Barnay Laga,,,,,,,,,Is Ka Matlab Tha Kay Baat Khtam,,,,Nida Lapak Kay ...........Kamray Mein Ghuss Kar Jaldee Jaldee Salman Ka Bed Theek Karnay Lagee,,,,,Pher,,,,Us Nay Kamray Ki Mein Charun Traf Nazar Douraaee,,,,,Har Chese Betarteeb Bikhree Huee,,,,Kamray Mein Jasay Udasi Aur Dard Nay Dairaa Daal Rakha Hu,,,,,,,,Nida Nay Tezi Se Room Ko Set Kerna Shuro Kar Diya,,,,,Apni Maa Ki Tra Burburaaee,,,,,,,,Salman Kab Baray Hu Gay Tum,,,,,,,Salman Hans Kay Bola,,Tota Phota Hua Hun,,,Pehlay,,,,Jurr Tu Jaon Malik Bara Bee Kar De Ga........Mein Nay Konsa Hamesha Chota Rehnay Ki Qasam Kha Rakhee Hay,,,,,,Nida Nay Qamar Par Hath Rakha Salman Ki Janib Muree,,,,,(Jaree Hay)

hukhan
About the Author: hukhan Read More Articles by hukhan: 1124 Articles with 1193058 viewsCurrently, no details found about the author. If you are the author of this Article, Please update or create your Profile here.