|
Acha likha he aapne... Facts byan krnay ki had tak aapki batain bilkul theek hain yahi hota hey jo aapney likha he...
Lekin main ye sochta hon k agar koi banda khud acha nahi he tu kia apni behan k liye achi soch na rakhay? Agar khud gutka khata he tu kia behan k liye bhi gutka khanay wala and awara nikamma he chose karay? Ye tu koi asool nahi he na...
Doosra, Allah Paak ne shadi k liye umar per koi pabandi nahi lagai he k mard aur aurat k beech bus itnay saal se ziada farq nahi hosakta n aapne khud ilkha k Allah Paak ne Farmaya hey k jo aurtain tumko pasan hon un se nikah karo, tu agar kisi 40-45 sal k banday koi 18-20 saal ki larki he pasand he tu usmain kia harj he...
Suppose aapka bhai agar ziada nahi kamata he, parh likh nahi saka n shakl bhi wajbi c hey tu kia uska kisi khoobsoorat n achi larki se shadi krnay ka right khatam hogay? Ya phir aap ki ye liability ban jati he he k because aapka bhai kisi larki ko achi financial life nahi de sakta tu aap khod bhi kisi kam aamdani walay se he shadi karain....
Khair chorain,,. Yeh aik ajeeb o ghareeb c debate he jiska koi result nahi nikal skta he...
|
By:
Shahid,
Lahore
on
Oct, 03 2016
|
|
0
|
|
|
|
|
Please Wait Submitting Comments...