Abr Poetry & Shayari in Urdu
Abr Poetry & Shayari in Urdu & English has great significance among readers. It is a reason that they download, share Ghazals & Nazms with their friends and family members. Besides 2 lines Abr Shayari in Urdu, they can also send Abr poetry images to their loved ones.
ہمارے گاؤں میں برسات کیوں نہیں کرتا
محاذ عشق سے کب کون بچ کے نکلا ہے
تو بچ گیا ہے تو خیرات کیوں نہیں کرتا
وہ جس کی چھاؤں میں پچیس سال گزرے ہیں
وہ پیڑ مجھ سے کوئی بات کیوں نہیں کرتا
میں جس کے ساتھ کئی دن گزار آیا ہوں
وہ میرے ساتھ بسر رات کیوں نہیں کرتا
مجھے تو جان سے بڑھ کر عزیز ہو گیا ہے
تو میرے ساتھ کوئی ہاتھ کیوں نہیں کرتا
Abr Kuhsaar Hon Gul Paash Hai Daman Mera
Kabhi Sehraa, Kabhi Gulzaar Hai Maskan Mera
Shehar O Virana Mra, Behar Mra, Ban Mera
Kisi Waadi Mein Jo Manzoor Ho Sona Mujh Ko
Sabza Koh Hai Makhmal Ka Bichona Mujh Ko
Mujh Ko Qudrat Ne Sikhaya Hai Durfishan Hona
Naqa Shahid Rehmat Ka Haddy Khwan Hona
Gham Zadaye Dil Afsurdah D_Hqan Hona
Ronaqe Bazm Jawanan Gulisitan Hona
Ban Ke Gaisu Rukh Hasti Pay Bikhar Jata Hon
Shana Mojah Sar Sar Se Sanwar Jata Hon
Daur Se Deedaa Umeed Ko Tarsata Hon
Kisi Bastii Se Jo Khamosh Guzar Jata Hon
Sair Karta Howa Jis Dam Lab Jo Aata Hon
Balian Neher Ko Gardaab Ki Pehnata Hon
Sabza Mazra Nokhaiz Ki Umeed Hon Mein
Zaadah Behar Hon Parwardah Khurshid Hon Mein
Chashma Koh Ko Di Shorish Qalzum Mein Ne
Aur Parindon Ko Kya Mehv Tarannum Mein Ne
Sir Pay Sabzay Ke Kharray Ho Ke Kaha Qm Mein Ne
Ghuncha Gul Ko Diya Zouq Tabassum Mein Ne
Faiz Se Mere Namoonay Hain Shabistaanon Ke
Jhonparey Daman Kuhsaar Mein Dehqanon Kea
کھلِ اُٹھا پھول سا چہرہ تو بہت اچھا لگا
چند لمحے کو سہی ، آج کئی سال کے بعد
ہم نے جب چاند کو دیکھا تو بہت اچھا لگا
اَ نکہی ، اَن سنی ، بھو لی ہوئی اک شام کا رنگ
چہرہء یار پہ نکھرا تو بہت اچھا لگا
بے رُخی خون رُولاتی رہی ، پھر بھی لیکن
وہ مجھے دیکھ کے ِٹھٹکا تو بہت اچھا لگا
کچھ دبے لفظ سہی پر مجھے کھو دینے کا دکھ
اُسکی ہر بات میں جھلکا تو بہت اچھا لگا
مہرباں ، راحتِ جاں ہونٹ مرِے زخموں پر
وقت نے پیار سے رکھا تو بہت اچھا لگا
جب سرِ بزم لگی ٹھیس تو شیشہ دل کا
بے صداَ ٹوٹ کے بکھرا تو بہت اچھا لگا
اب بھی اے دوست مرِے درد کے رخساروں پر
کوئی آ نسو ، کبھی ڈھلکا تو بہت اچھا لگا
Us Ke Baad Aaye Jo Azaab Aaye
[Azaab=Trouble, Difficulty]
Baam-E-Miinaa Se Maahataab Utare
Dast-E-Saaqii Me.N Aaftaab Aaye
Har Rag-E-Khuu.N Me.N Phir Charaagaa.N Ho
Saamane Phir Wo Benaqaab Aaye
Umr Ke Har Waraq Pe Dil Ko Nazar
Terii Meher-O-Wafaa Ke Baab Aaye
Kar Rahaa Thaa Gam-E-Jahaa.N Kaa Hisaab
Aaj Tum Yaad Behisaab Aaye
Na Gaii Tere Gam Kii Saradaarii
Dil Me.N Yuu.N Roz Inqalaab Aaye
Jal Uthe Bazm-E-Gair Ke Dar-O-Baam
Jab Bhii Ham Khaanamaa.N_Kharaab Aaye
Is Tarah Apanii Khamashii Guu.Njii
Goyaa Har Simt Se Jawaab Aaye
'Faiz' Thii Raah Sar Basar Ma.Nzil
Ham Jahaa.N Pahu.Nche Kaamayaab Aaye
"Do 'Boond' Jo Brso Gay, 'Be Kaar' Main Brso Gay"
"Hai 'Khushk' Buhat 'Matti' Hr Simt Bagolay Hain"
"Sehra K Bgolon Se Uthtay Hi To 'Sholay' Hain"
"Tm Khul K Agr Brso', 'Sehra Main Gulistan Ho"
"Pr Tm Se Kahain Kese Tum 'Abr-E-Gurezan' Ho"
"Jal Thal' Jo Agar Kar Do, 'Tan Man' Main 'Nami' Bhar Do"
"Hai 'Khusk' Buht Matti, Puri Jo 'Kami' Kar Do"
"Phir Tm Ko Btain Ge K Tm 'Rooh' Men 'Pinha' Ho"
"Pr Tm Se Kahain Kese Tm 'Abr-E-Gurezan' Ho"
"Mil Jao Agr Hm Ko, Hm 'Jashn' Manain Ge"
"Dharti Ne Na Daikhay Hon, Woh 'Phool' Khilain Ge"
"Aankhon Main 'Ujalay' Hon, Aur 'Dil Main Chragan' Ho"
"Par Tum Se Kahain Kese, Tum 'Abr-E-Gurezan' Ho"
"Mana 'Nahi Is Qabil' Tum Chaho Mohabat Do"
"Hum Tum Ko Sada 'Chahain', Bus Itni 'Ijazat' Do"
"Tum Ishq Tum Hi Pooja, Aey Jan Meri Rooh Ho"
"Par Tum Se Kahen Kesy"
Lykin Ab K Nazae Atay Hain Kuch Aasar Juda
Gr Gham E Sod_O_Zyaan Hai To Thehr Ja Ay Jaan
Is Morr Pay Yaron Say Huay Yar Juda
Do Ghari Us Say Door Rahun To Yun Lagta Hai
Jis Trha Saya_E_Diwaar Say Diwaar Juda
Ye Judai Ki Gharri Hai K Jharri Sawan Ki
Main Juda Girya Kna,Abr Juda, Yar Juda
Top Abr Poetry by Famous Poets
No one can deny the importance of poetry in literature. It is a perfect medium to express our thoughts and feelings to another person. When talking about Abr poetry or, it does not need an introduction. Several renowned poets have written Abr Shayari in Urdu, Ghazals and Nazms.
In Pakistan, India and other countries, there is a huge fan base of Abr Shayari in Urdu. However, the best part about 2 lines Abr poetry in Urdu & English is that the poet can deliver a message in text to his/her audience in simple words. In the modern era of technology and connectivity, the sharing of Abr poetry images over WhatsApp and other social media platforms is increased. However, on our website, you can simply download Abr poetry in Urdu, Hindi & English without any hassle.
The classification of poetry in the form of different tags helps a reader to pick his/her favorite poem or verses from the large collection of poetry. It is a reason that we have sorted out Urdu Shayari as per different tags. Read the poetry from different topics as per your choice or preference. Besides Abr poetry, you can view poetry from other tags starting with Alphabet “A” such as Alfaz poetry, Aashna poetry, Anjaanay poetry and others.