12 Mahino Ke Naam
Text size
Baara Maheenay Islami
Hijri Ke Yaad Rakhain
Soochain ...... Samjhain
Dekhain ..... Bhaalain
Inn Ko Na Bhoolain
Pehla Muharram, Doosra Safar
Inn Dono Ke Peeche Peeche
Rabi-ul-Awwal, Rabi-us-Saani
Jamadi-ul-Awwal, Jamadi-us-Saani
Baqi Chay Ki Yeh Tarteeb
Rajab, Shaba'an, Ramazan
Shawwal, Zil Qa'ad, Zil Hajj