Dilawar Figar Poetry, Ghazals & Shayari
Dilawar Figar Poetry allows readers to express their inner feelings with the help of beautiful poetry. Dilawar Figar shayari and ghazals is popular among people who love to read good poems. You can read 2 and 4 lines Poetry and download Dilawar Figar poetry images can easily share it with your loved ones including your friends and family members. Up till, several books have been written on Dilawar Figar Shayari. Urdu Ghazal readers have their own choice or preference and here you can read Dilawar Figar poetry in Urdu & English from different categories.
- LATEST POETRY
- اردو
Keh Wo Jab Bhi Ulatta Hai , Ulatta Hai Naqaab Aadha
Suna Hai Nisf Behtar Bhi Kaha Jata Hai Beigam Ko
Tu Kia Ass Ka Ye Matlab Hai K Shouhar Hai Kharab Aadha
Jo Matlab Ki Abarat Thi Usey Panjon Se Ghiss Dala
Kabootar Le K Aaya Hai Mere Khatt Ka Jawaab Aadha
Aslam
Mar Ke Rah Jaataa Hai Fanakaar Amar Hone Tak
Kitane Gaalib The Jo Paidaa Huye Aur Mar Bhii Gaye
Qadradaan.N Ko Takhallus Ki Khabar Hone Tak
Kitane Iqabaal Rah-E-Fikr Me.N Uthe Lekin
Raastaa Bhuul Gaye Khatm-E-Safar Hone Tak
Kitane Shabbiir Hasan Khaa.N Na Bane Josh Kabhii
Mar Gaye Kitane Sikander Bhii Jigar Hone Tak
Faiz Rang Bhii Ashaar Me.N Aa Sakataa Thaa
U.Ngaliyaa.N Saath To De.N Khuun Me.N Tar Hone Tak
Cha.Nd Zarro.N Hi Ko Milatii Hai Ziyaa-E-Khurshiid
Cha.Nd Taare Hii Chamakate Hai.N Sahar Hone Tak
Dil-E-Shaayar Pe Kuchh Aisii Hii Guzaratii Hai 'Figaar'
Jo Kisii Qatare Pe Guzare Hai Guhar Hone Tak
Iqbal Shah
Meri Rah Phir Bhi Hai Mukhtalif Tera Rasta Koi Aur Hai
Jo Sadak Pe Hota Hai Raat Din Wo Mushaera Koi Aur Hai
Wo Jo Mahr Bahr-E-Nikah Tha Wo Dulhan Ka Mujhse Mizah Tha
Mujhe Man Ka Pyar Nahin Mila Magar Is Ka Bap Se Kya Gila
Ye Jo Titar Aur Chakor Hain Wahi Pakden Un Ko Jo Chor Hain
Main Chakor-Akor Ka Kya Karun Meri Fakhta Koi Aur Hai
Ye To Ghar Pahunch Ke Pata Chala Meri Ahliya Koi Aur Hai
Jo Sajai Jati Hai Raat Ko Wo Hamari Bazm-E-Khayal Hai
Kabhi Mir O Dagh Ki Shaeri Bhi Muamla Se Hasin Thi
Magar Ab Jo Sher Men Hota Hai Wo Muamla Koi Aur Hai
Meri Walida To Ye Kahti Hai Teri Walida Koi Aur Hai
Aliyan
Ki Mansha-War Likkha Ja Raha Hai
Majaz-E-Yar Likkha Ja Raha Hai
Samundar Par Padhne Ja Raha Hun
Samundar Par Likkha Ja Raha Hai
Main Rishta-Dar Hun Us Ka So Mujhko
Mizaj-E-Yar Barham Hai Ki Uski
Likhi Hai Haal-E-Dil Men Hae-Hauwaz
Kahin Goli Likha Hai Aur Kahin Mar
Sirishta-Dar Likkha Ja Raha Hai
Ye Golimar Likkha Ja Raha Hai
Ye Haal-E-Zar Likkha Ja Raha Hai Junaid
Ghazal Ke Sath Badkari Na Karna
Mere Kapdon Pe Gul-Kari Na Karna
Siwa-E-Jaan Yahan Har Shai Giran Hai
Ghazal Padhna Jo Munh Men Pan Rakh Kar
Jo Haldi Se Mohabbat Hai To Yaro
Jo Akhtar Hain Yahan Un Men Khuda-Ya
Faqat Qawwal Samjhe Is Ka Matlab
Karachi Men Kharidari Na Karna
Kisi Ko Akhtar Ansari Na Karna
Kisi Chuhe Ko Pansari Na Karna
Ghazal Ko Itna Meyari Na Karna Liaquat
ہے یہی رسم تو یہ رسم اٹھا دی جائے
وصل کی رات جو محبوب کہے گڈ نائٹ
قاعدہ یہ ہے کہ انگلش میں دعا دی جائے
آج جلسے ہیں بہت شہر میں لیڈر کم ہیں
احتیاطاً مجھے تقریر رٹا دی جائے
مار کھانے سے مجھے عار نہیں ہے لیکن
پٹ چکوں میں تو کوئی وجہ بتا دی جائے
میری وحشت کی خبر گھر کو ہوئی ہے جب سے
چھت یہ کہتی ہے کہ دیوار ہٹا دی جائے
بس میں بیٹھی ہے مرے پاس جو اک زہرہ جبیں
مرد نکلے گی اگر زلف منڈا دی جائے uzair
اس شخص کو میں نے کبھی گھر پر نہیں دیکھا
کیا دیکھوگے حال دل برباد کہ تم نے
کرفیو میں مرے شہر کا منظر نہیں دیکھا
جاں دینے کو پہنچے تھے سبھی تیری گلی میں
بھاگے تو کسی نے بھی پلٹ کر نہیں دیکھا
داڑھی ترے چہرے پہ نہیں ہے تو عجب کیا
یاروں نے ترے پیٹ کے اندر نہیں دیکھا
تفریح یہ ہوتی ہے کہ ہم سیر کی خاطر
ساحل پہ گئے اور سمندر نہیں دیکھا
فٹ پاتھ پہ بھی اب نظر آتے ہیں کمشنر
کیا تم نے کوئی اوتھ کمشنر نہیں دیکھا
افسوس کہ اک شخص کو دل دینے سے پہلے
مٹکے کی طرح ٹھونک بجا کر نہیں دیکھا zeeshan
خود داد لے کے آ گئے سامان رہ گیا
دیوان حافظؔ اتنا پڑھا ایک شخص نے
خود بھی وہ ہو کے حافظ دیوان رہ گیا
خوش قسمتی سے ہم ہیں سوار اس جہاز پر
ساحل پہ جس جہاز کا کپتان رہ گیا
ہر شخص پر ہے کفر کا فتویٰ لگا ہوا
یوں ہے تو ایک میں ہی مسلمان رہ گیا Danish
Dilawar Figar Poetry in Urdu
Dilawar Figar Poetry – Land of Pakistan contains many versatile Urdu Poets and Dilawar Figar name is one among them. He was an amazing illustrious Urdu Adab poet and considered as a true ‘Janasheen of Akbar Allhaabadi’. His poetry was significant and filled with humor, which is a rare commodity being his brand of poetry. He used country’s social and economical trends as a humor in his poems and verses to articulate the criticism in form of poetry. Dilawar Figar Poetry attracts the attention of both young and old. Dilawar Figar Sher achieved lot of prominence through showing his spirit in satire of being intellectual of Pakistan. He was famous for the parody of Shahansha-e-Zarafat and Akhber-e-Sani. His literary work consists of Ghazals, humor and translations. Dilawar Figar Poem Main Apna Vote Kis Ko Doon? in his humorist style was a one of the most famous poems of Urdu literature. His well-known books include Sitam Zareefyan, Shamat-e-Aamal, Aadab Arz and Matla Arz Hai. His selection of poetry has been published in a title as Az Sar-e-Nau.
Find the latest collection of Dilwar Figar Poetry online available on HamariWeb.com. You can read, post or submit online Dilawar Figar Ghazal and Dilawar Figar Shayari on our website at anytime from anywhere.