Dua

PoetWaheed Mughal Submitted byHafiz Waheed
Text size

Mere Ashkon Ko Quwat E Goyai De De
Meri Ahon Ko Gosha E Mustfai De De

Jis Se Hasil Ho Dedare Nabi
Mere Khabon Ko Asi Binai De De

Main Bhakari Hon Dar Dar Ka Elahi
Mere Muqadr Ko Madine Ki Gadai De De

Mere Sajdon Ko Khake Madina De De
Phir Meri Jabeen Ko Andaze Zibai De De

More Religious Poetry

Copied