Guzarte Lamhon Mein Sadiyan Talash Karta Hun

Poetunknown Submitted bySohaim
Text size

Guzarte Lamhon Mein Sadiyan Talash Karta Hun,
Pyas Itni Hai Ke Nadiyan Talash Karta Hun,
Yahan Per Log Ginaate Hain Khoobiyan Apni,
Main Apne Aap Mein Kamiyan Talaash Karta Hun

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied