Her Intha K Baad

PoetSyed Ayyaz Mustafa Submitted bySyed Ayyaz Mustafa
Text size

Her Ibtida Se Pehle Her Intha Ka Baad
Zat-E-Nabi Blund Hai Zat-E-Khuda Ka Baad

Dunya Ma Ehtaram Ka Kabil Hai Jitnay Log
Main Sab Ko Manta Hu Magher "Mustafa" K Baad

More Religious Poetry

Copied