Kash Koi Aisi Barish Ho
Text size
Jab Bhi Barish Hoti Hai
Or Meri Aankhen Dekhti Hain
Barish Mein Dhulti Cheezon Ko
Tou
Mera Dil Tarap Ker Sochta Hai
Ae Khuda!!
Kash Koi Aisi Barish Ho
Jis Mein Dhul Jaen
Dilon K Mail
Or Her Chehra
Phir Se
NIKHRA NIKHRA HOJAE