✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
MURTAZA 'SHAGIRD'
Search
Add Poetry
Poetries by MURTAZA 'SHAGIRD'
Dua 'Maa Baap' Ki Us Dum Shajar Si Lehrai Jati Hai
Siddat E Dhoop Se Jab Bachho Ki Ruh Jhulsai Jati Hai
DUA 'MAA BAAP' Ki Us Dum Shajar Si Lehrai Jati Hai
Souchta Hun Buland Imarat, Mohabbat Ki Tameer Karu
Yaad -'BUNIYAADO' Me Aksar MAA Ki 'Turpai' Aati Hai
Dro Dewaar Se Bhai , 'Shjawat' Si Yeh Behne
Musalsal Zalzalo Se, Inme Darar Aahi Jati Hai
Majboot Chat Se 'Babuji', 'Duyein' Dete Rehte Hai
Farsh Pe Girte Bachho Me, Tab Hoslai Aati Hai
Khu 'Shagird' Yeh Nushkha, Marz E Ilaaz Kar Dega
Ulfat Se Bujrgo Ki ,'RAGO' Me Sehlai Aati Hai
Turpai* (Silai Jo Bhut Bariki Se Kapde Pe Ki Gayi Ho)
MURTAZA SHAGIRD
Copy
Yeh Ishq Mujhe
Yeh Ishq Mujhe Khakhe Nazar Kar De
Meri Kabar Ki Mitti Ko Khabar Kar De
Suno Dolat E Husan Duniya Me Lutane Walo
Naam 'Shagird' Ke Wafa O Ka Shajar Kar De
MURTAZA SHAGIRD
Copy
Gir Gayi Mashliyat Pashemaa'n Hokar
Gir Gayi Mashliyat Pashemaa'n Hokar
Is Kadar Manga Hak Mehrbaa'n Hokar
Radd Ho Ne Lagi Aarzoo Saf Baa Saf
Be Rukhi Barh Gayi Pareshaa'n Hokar
Ruh Pighal Gayi Jism E Ruswai Se
ISHAQ Beh Gaya Ashk E Daribaa'n Hokar
Jiske Khatir Sansoo Ko Paband Rakha
Usne Thukraya Nafs E Rag E Jaa'n Hokar
Yahi Suluk 'Shagird' Hayat E Faani Hai
Koi Raqeeb Mile Hadd E Mashiiaa'n Hokar
(Kalaam E 'Shagird')
MURTAZA SHAGIRD
Copy
Yeh Bande
Yeh Bande
Yeh Bande
Yeh Rab Ka Karam Hai
Tu Sahi Salim Khada Hai
Lekin Yeh Bande
Tu Apni Jaat Se
Na Shukra- Be Fikra Bada Hai
Kesa Rahim Ke
Teri Bakhsish Ke Kahatir
Quraan / Namjo Ki Nayematein Utariye
Aur Tu Yeh Adam Jaat
Qusurwaar - Gunehgaar
Misle Hewaan -
Kyu ? Soya Para Hai
MURTAZSHAGIRD
Copy
Laillah To Parh Liya
Laillah To Parh Liya
Ab Le Maja Taseer Ka
Laillah Ki Teh Ke Neeche
Khoon Hai Shabbir Ka
Laillah Ko Parhne Wale ... Laillah Se Puch Le
Laillah To Bach Gay -- Ghar Lut Gaya Shabbir Ka
murtazashagird
Copy
Ashko Me Dube Huwe Jajbaat Kya
Ashko Me Dube Huwe Jajbaat Kya Kahu ?
Jab Mar Chuka To Jine Ke Halat Kya Kahu
Dar - Dar Bhatak Raha Tha Me Jholi Pasarta
Na Mili Duayein To Saugaat Kya Kahu
Lams Yadoon Ka Bhut Hai Mere Jine Ke Liye
Justju Kuch Nahi To Khwahisaat Kya Kahu
Na Raha 'Shagird' To Kehne Laga Doure Huzum
Dard Ke Marhale Aur Nizamaat Kya Kahu
Na Raha 'Shagird' To Kehne Laga Doure Huzum
Marisya Kis Se Kahe Aur Munajaat Kya Kahu
MURTAZA 'SHAGIRD'
Copy
Tune Is Tarah Dil Sanam Tod Diya
Tune Is Tarah Dil Sanam Tod Diya
Jese Munsif Ne -Kalam Tod Diya
Jo Tod Nahi Sakta Phool Jhuki Daali Ka
Uspe Ilzaam-Wada Or Kasam Tod Diya
Me Bhi Kar Deta Izhaare Mohabbat Lekin
Irada Teri Aankhe Dekh Kar Nam Tod Diya
Me To Samjha Tha Ke Majboot Se Do Baju Hai
Me To Samjha Tha Ke Majboot Se Do Baju Hai
Bhai Ke Lardte Hi Allah Yeh Bharam Tod Diya
Tune Is Tarah "Dil" Sanam Tod Diya
MURTAZA SHAGIRD
Copy
Phir Mujhe Gam Ke Hawale Kar Gaye
Phir Mujhe Gam Ke Hawale Kar Gaye
Yeh Inayat Husan Wale Kar Gaye
Viraan Ho Gayi Hai Dil Ki Imaraat
Yeh Khabar Makdi Ke Jale Kar Gaye
Unka Yeh Kehna Ki Dil De Dijiye
Wallah Sadgi Pe Hum To Mar Gaye
Apne Hatho Se Sajai Shab E Wasal
Wo Na Aaye To Khud Hi Suli Chad Gaye
Hai ? To 'Shagird' Falsfa E Dewangi
Ishq Wale Tut Kar Bikhar Gaye
Addittional ;-
Apne Jismo Me Simat Kar Mar Gaye
Wo Parinde Jo Hawa Se Dar Gaye
Jab Nahi Maa Baap To Esa Lagaa
Hum Duayien Dhundhne Dar-Dar Gaye
MURTAZA 'SHAGIRD'
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets