✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
umer hayat saqi
Search
Add Poetry
Poetries by umer hayat saqi
Chal Chor De Yeh Jazbaat Saqi
Chal Chor De Yeh Jazbaat Saqi
Ab Badal Gaye Halaat Saqi
To Jane Kia Kuch Sochta Tha
Ab Samjha Apni Aukaat Saqi
Yeh Ishq Awara Panchi Hai
Nain Is Ki Koi Zaat Saqi
Jis Par Tha Mujhey Aitbaar Bahot
Wohi Chor Gaya Mera Haath Saqi
Na Jane Kab Tak Tarpey Gaa
Tu Har Pal Har Din Raat Saqi
Dil Khoon Ke Aansoo Rota Hai
Nain Karta Jab To Baat Saqi
Dr umer hayat saqi
Copy
تجھے بھول کر بھی نہیں بھول سکتا
تجھے بھول کر بھی نہیں بھول سکتا میں ساقی
اک تو شخص ہے جو مجھ سے بھلایا نہیں جاتا
dr umer hayat saqi sad kavita
Copy
Nazar Nazar
Nazar Nazar Main He Dewana Bana Dete Hain (Saqi)
Husan Walon Ki Jhalak Kamal Hoti Hai
dr umer hayat saqi
Copy
نظر نظر
نظر نظر میں ہی دیوانہ بنا دیتے ہیں ساقی
حسن والوں کی جھلک کمال ہی ہوتی ہے
umer hayat saqi
Copy
موت
موت کا نام یونہی بدنام ہے ساقی
اصل میں درد تو زندگی دیتی ہے
umer hayat saqi
Copy
Muqadar
Nain Har Insaan Ke Liye (Saqi) Jo Wo Chahata Hai
Bas Hota Hai Wohi Muqaadar Mein Jo Wo Paata Hai
umerhayatsaqi
Copy
Fursat
Usay Auron Se Fursat Miley To He Wo Hum Se Baat Karen
Wo To Baat Pe Baat (Saqi) Tal Jaane Ki Karta Hai
umerhayatsaqi
Copy
Hum Toot Kar Bikharney Wale
Hum Toot Kar Bikharney Wale Patey Nain Hain
In Aandhiyon Se Keh Do Ke Apni Aukaat Mein Rahey
Umer hayat saqi
Copy
Na Kar Pyar Tere Bas
Na Kar Pyar Tere Bas Ki Baat Nain
Yahan Sadiyon Rona Parta Hai Ek Raat Ki Baat Nain
Sidra saba with umer hayat saqi
Copy
Badi Umer Hai Muqadar Ko Zamane Mein
Badi Umer Hai Muqadar Ko Zamane Mein
Diye Jala Kay Rakh Loon Main Gharib Khaney Mein
Lagi Hai Choot To Mehsos Kar Raha Hai Dil
Bada Maza Araha Hai Har Jaaney Mein
Aur Paas Rehkar Bhi Bahut Door Ho Gaye Hum Tum
Ay Saqi Mizaaq Aam Jo Thehra Dil Ke Gharaney Mein
Umer hayat saqi % anam saba ghazal
Copy
Hum Adaon Pe Lut Gaye Hai
Hum Adaon Pe Lut Gaye Hai
Ab Nigahon Ke Waar Na Karna
Agar Khush Rehna Chahatey Ho Zindagi Mein Tum
To Tum Kisi Se Pyar Na Karna
Umer hayat saqi
Copy
Hum Ro Rahey Hai Is Mosam
Hum Ro Rahey Hai Is Mosam Mein
Ya Rab Tune Yeh Toora Kis Mosam Mein
Umer hayat
Copy
Hamein Shidat Se Nafrat Hai
Hamein Shidat Se Nafrat Hai Wafa Ke Lafzon Se
Yeh Karamat Ki Barsat Ya Raba Kisi Pe Na Barse
Umer hayat saqi
Copy
Har Roz Katal Hota Ek Shakhas
Har Roz Katal Hota Ek Shakhas Be Khata Hai
Yeh Shehir Hai Ke Yaro Mehdan E Karbala Hai
Yeh Shehir Kofiyon Ka Shehir Hai
Yeh Baat Sach Hai Meri Tarikh Mein Likha Hai
Aur Ya Rab Unki Tamaam Umer Pholon Par Guzray
Saqi Ke Rastay Par Jo Khaar Phenkta Hai
Umer hayat saqi
Copy
Log Ishq Se Dartey Hain Main Lafz E Wafa Se Ibtada Karonga
Log Ishq Se Dartey Hain Main Lafz E Wafa Se Ibtada Karonga
Mar Jaonga Teri Khatir Main Tere Liye Wafa Ki Intaha Karonga
Umer hayat saqi ishq poetry
Copy
Sitare Asman Se Toot Rahey Hain
Sitare Asman Se Toot Rahey Hain
Daman Wafa Ke Choot Rahey Hain
Koi Yeh Baat Kyon Nain Janta Saqi
Ke Yaar Yaaron Ko Loot Rahey Hain
Umer hayat saqi
Copy
Koi Chor Kar Chale Gaye
Koi Chor Kar Chale Gaye
Koi Dil Tor Kar Chale Gaye
Aur Jin Ke Liye Hum Hue Thay Beganey
Aaj Wo Mukh Mor Kar Chale Gaye
Umer , hayat , saqi , sad , poetry , page
Copy
Is Ishq Jaisey Samandar Mein
Is Ishq Jaisey Samandar Mein Tumein Kinara Nahin Miley Ga
Doob Raha Bhi Hoga Koi Sahara Nahin Miley Ga
Aur Ja Khuli Ejazat Hai Aazma Ley Duniya
Liken Is [ Saqi ] Jaisa Koi Tumein Awara Nahin Miley Ga
Umer hayat Saqi
Copy
Aaj Phir Hum (Saqi) Manzar E Aam
Aaj Phir Hum (Saqi) Manzar E Aam Hue
Tere Ishq Mein Hum Badnaam Hue
Umer hayat saqi
Copy
عمر حیات ساقی کی شاعری
سابقہ میرا دل دے دو مجھے اے بیوفا
اب مجھے تم سے پیار نھیں کرنا
عمر حیات ساقی
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets