Wo Mare Badsalooki Mai Bi Mujhy
Text size
Wo Mare Badsalooki Mai Bi Mujhy Dua Dati Hai
Aghosh Mai Le Kr Sb Ghum Bhula Date Hai
Yun Lagta Hai Jaisy Jannat Sy A Rahe Ho Khushbo
Jb Wo Apny Palu Sy Mujhy Hawa Dati Hai
Mai Agar Kroon Anjany Mai Koi Ghalte
Meri ‘Maa’ Es Pr B Muskura Deti Hai
Kya Khub Bnaya Hai Rab Ny Rishta ‘Maa’ Ka
Weeran Ghar Ko B Jannat Bna Dati Hai
‘Maa’ Ke Bad Mera Kon Sahara Hai
Ye He Soch Mujhy Kbe Kabi Rula Dati Hai